Chandni Raato Me Sara Jahan Sota Hai,
Lekin Kisi Ki Yaadon Me Koi Badnaseeb Rota Hai,
Khuda Kisi Ko Dosti Pe Fida Na Kare,
Agar Kare To Doston Ko Juda Na Kare.
अच्छा दोस्त तकिये के जैसा होता है,
मुश्किल में सीने से लगा सकते हैं,
दुःख में उसपे रो सकते हैं,
खुशी में गले लगा सकते हैं और
गुस्से में लात भी मार सकते हैं.
Happy Friendship Day
zindagi mein waapis aane ka aaj tak intezaar karti
hoon.
milta nahi hai pyaar aasaani se zindagi mein,
mera naseeb bhi kabhi khula tha.
par ab toh dil mein pathjhad hi hai,
fir bhi aisa lagta hai ki tum aayethe kal bahaar
banke meri zindagi mein.
dil ki ek baat tumhe batati hoon,
phir chahe tum ise maano ya na maano,
kehti to hoon sabse ki tum mere dost ho.
magar pyaar ka ddeep dil mein tumhare liye hi
jalati hoon.
Haatho me hoti hai Lakire Hazar,
Kisi me Gum to Kisi me Khushiya Ki Bahar,
Na jaane Wo Kaunsi lakir hai
Jisme Khuda Ne Likh Diya Aap Jaise Dost ka Pyar.
Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai,
jise humne chaha wo hume rulatakyu hai,
agar wo mere nasib mei nahi,
to khuda aise logo se milata kyu hai.
Sachi hai meri dosti azmake dekhlo,
kar k yakin mujhpe mere pass aake dekh lo,
badalta nahi kabhi sona apna rang,
jitni bar dil kare aag laga kar dekhlo.
. Ae dost jab bhi tu Udas hoga mera khayal tere aas paas hoga
dil ki gaharaion se jab bhi karoge yaad
tumhe hamare kareeb hone ka ehsaas hoga....
Muskurahat ka koi mol nahi Hota,
rishto ka koi tol nahi Hota,
Dost to mil jate Hai Har raste par,
lekin Har koi aapsa ANMOL nahi Hota!
¤¤¤¤¤¤¤¤¤
”YAADON” ko bhulane main kuch dair to lagti hai,
”ANKHON” ko sulany main kuch dair to lagti hai,
Kisi ”SHAKHS” ko bhula dena itna aasan nahi hota,
”DIL” ko samjhany main kuch dair to lagti hai,
Bhari ”MHAFIL” main jab koi achanak yaad aa jay,
Phir ”ASHK” chupany main kuch dair to lagti hai,
Jo shakhs ”JAAN” se b pyara ho achanak door ho jay,
Dil ko ”YAQEEN” dilany main kuch dair to lagti hai
Swee2.......g
Ae Dost Zindagi Bhar Mujhse
Dosti Nibhaana, Dil Ki Koi
Bhi Baat Humse Kabhi Na
Chupaana, Sath Chalna
Mere Tum Dukh Sukh Mein
Bhatak Jau Mein Jo Kabhi
Sahi Raasta Dikhlaana.
Ek Mulaqat Karo Hume Inayat Samjh Kar,
Har Chij Ka Hisab Denge Qayamat Samjh Kar,
Humari Dosti Mein Kabhi Dokha Na Karna,
Hum Dosti Bhi Karte Hai Ibadat Samjh Kar.
Ham Dosto Ko Kabhi Bhoolte Nahi Hai,
Magar Yeh Baat Bhi Ham Jatate Nahi Hai,
Dosto Ko Hamesha Rakhte Hai Ham Yaad,
Ham Bhulne Ke Liye Dost Banate Nahi Hai.
Duniya-Dari Me Hum Thode Kachche Hain.
Mgr Dosti K Mamle Hum Bahut Sachche Hain.
Hamari Sachchai Bas Isi Baat Pr Kayam Hai
Ki Humare Dost Humse B Achchhe Hain.