A chand unhe to fursat nahi hume yaad karne ki......
Hamara to waqt gujrta hai unki fariyad karke......
Wo aaye meri lash pe to kahna.....
Abhi soya hai tumhe yaad karke.......
Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone Denge
Teri Dosti Ko Kabhi Badnam Na Hone Denge
Meri Zindagi Main Suraj Nikle Na Nikle
Teri Zindagi Main Kabhi Shaam Na Hone Denge?
Dooriyon se fark nahi padata, baat to dilo ki najadiki yo se hoti hai,
dosti aap jaise kucha logo se hoti hai, varna roj na ja ne kitano se mulakat hoth gai...
..sangit mulakat
Ek anmol sawal - Samajh jao to reply zarur karna : "kisi ko yaad karke rona mohobbat hai?" ya "rote huye kisi ko yaad kar ke khamosh ho jana mohobbat hai?" rply ! Neet
Devdas Ki Tarah Jaan Mat Do Yaro,
Pyar Ke Chakar Me Mat Faso Yaro,
Meri Baat Mano, Na Chandramukhi Na Paro,
Roz Raat 1 Kingfisher Maro Aur Chain Se Zindagi Gujaro.
Raaston Se Kankar Hata Nahi Sakte,
Apni Pehchaan Khud Ko Bata Nahi Sakte,
Zindagi Ki Raah Mein Bane The Hamsafar,
Kyon Wo Ye Dosti Ab Nibha Nahi Sakte.
Ae likhne wale ek farman likh de,
Mere dost ki takdeer me uska har arman likh de,
Na mile kabhi use dard zindagi me,
Tu chahe meri zindagi me gum tamam liKh de.
दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
यूँ तो मिल जाता है हर कोई!
मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं!
Happy Friendship Day
Hasna aur Hasana Koshish hai Meri,
Har koi Khush rahe ye Chahat hai Meri,
Bhale hi Koi Mujhe Yaad kre ya na kre,
Har Apne ko Yaad krna Aadat he Meri…..
Na Door Rehne Se Dosti Ke Riste Toot Jate Hai,
Na Pass Rehne Se Jud Jate Hai,
Ye To Ehsaas Ke Pakke Bandhan Hai,
Issi Liye Aap Hume Or Hum Aapko Yaad Aate Hai.
Dosti Sachi Ho To Waqt Ruk Jata Hai,
Aasman Lakh Ucha Ho Magar Jhuk Jata Hai,
Dosti Mein Duniya Laakh Bane Rukawat,
Agar Dosti Sachi Ho To Khuda Bhi Jhuk Jata Hai.
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day