Bhool karke agar humse koi bhool huee ho,
To bhool samajhkar bhoola dena...!
Magar bhoolana sirf bhoolon ko,
Galati se hume na bhoola dena...!!
¤ I Love You Priyanka ¤
.
Yaha koi rishta-naata saga nhi hota,
ab to duniya me koi waada waffa nhi hota,
dushman ki dushmani pe bhut naz h hame,
dosto se to haq-e-dosti bhi ada nhi hota.
Ek raat khuda ne mere DIL se pucha,
tu dosti me itna kyo khoya hai,
tab Dil bola Dosto ne hi di hai saari khushiyan,
varna pyar karke to Dil hamesha roya hai...
Dil Main Jagah di toh Dil Tod Gaye,
Bepanah Mohabbat ki toh Bewafai kar Gaye,
Taras Na Aaya Unhe Hamari Wafaon pe,
Isliye Tadapne ke liye Tanha Chhod Gaye.
Ham Duniya Mein Nahi Dilo Mein Raaz Karte Hai,
Hum Se Milne Ko Log Apna Naseeb Kehte Hai,
Jis Se Bhi Karte Hai Hum Dosti Yaha Par,
Zamane Wale Uss Shaqs Ko Hi Kushnaseeb Kehte Hai.
Dosti Najro Se Ho To Use Kudrat Kehte Hai,
Sitaro Se Ho To Use Jannat Kehte Hai,
Husn Se Ho To Use Mohabbat Kehte Hai,
Aur Dosti Aapse Ho To Use Kismat Kehte Hai.
आओ किसी शाम मुझे टूट के बिखरता देखो।मेरी रगों में जहर जुदाई का उतरता देखो, किस किस अदा से तुझे मांगा है तुझी से।आओ कभी मुझे सजदों में सिसकता देखो मेरे गोविंद! !!!!!!!!!
Sath agar doge to muskarayenge zarur,
.
Dosti agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
.
Kitne b kate kyu na ho raah me awaz agar doge to ayenge zarur..:)