• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Yaad Mat Karna SHAYAR ho javoge Dil Mat Lagana DIWANE ho javoge Pyar Mat Karna PAGAL ho javoge Sirf Dosti karna dushman k B YAAR ban javoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • wo jindgi hi kya jisme dosti nahi, wo dosti hi kya jisme yaade nahi, wo yaade hi kya jisme tum nahi, aor wo tum hi kya jisme saat hum nahi.....!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Taqdeer Ne Chaha Taqdeer Ne Bataya, Taqdeer Ne Tumko Or Humko Milaya, Khushnaseeb The Wo Pal Ya Hum, Jab Aap Jaisa Anmol Dost Iss Zindagi Me Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • बिछड़ के तुम से ज़िंदगी सज़ा लगती है, यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है । तड़प उठता हूँ दर्द के मारे, ज़ख्मों को जब तेरे शहर की हवा लगती है । अगर उम्मीद-ए-वफ़ा करूँ तो किस से करूँ, मुझ को तो मेरी ज़िंदगी भी बेवफ़ा लगती है
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Hontho Se Pyaar Ke Fasaane Nahi Aate, Sahil Pe Samundar Ke Moti Nahi Aate, Lelo Abhi Zindagi Mein Dosti Ka Maza, Phir Laut Ke Hum Jaise Dost Nahi Aate.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Bhulte Nhi Tumko Kbi Ye Kese Btaye Teri Ahmiyat Kya H Kese Smjaye Asma Se Uncha He Ye Dosti Ka Rista Apna Is Chote Se Msg Me Kaise Smjaye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Phoolo Se Khushboo Churayi Nahi Jati, Suraj Se Roshni Chhipayi Nahi Jati, Kitni Bhi Door Kyo Na Ho Tum, Dosti Me Aap Jaisi Dost Ki Dosti Bhulayi Nahi Jati..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost ne dost ko gulab bheja hai taaro ne aasmaan se paigam bheja hai ae hawao jakar kahdo bhool jane walo se yaad karne walo ne salaam bheja hai Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • dosti ki hai to DIL se nibhana...... ye nahi ki umar bhar nibhana..... magr jab tak nibhao sache DIL se nibhana....... har sukh dukh me saath nibhana..... u to rishte to bahut hai saath nibhaneke liye... magr DOSTI ka rishta sabse khaas hai.....hai na ??
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • jeene ki ik nayi wajh di hai...khush rahne ki usne duaa di hai...aye khuda use sara jahan dena..jis dosht ne hame apne dil me thodi si jagah di hai....i love you my frnd....shaban 4 u..?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Shabd Nahi Jo Kaha Jaye Jism Nahi Jo Fanaa Ho Jaye Safar Nahi Jo Mukaam Paye Ye Wo Ehshas Hai Jiske Liye Agar Jiya Jaye To Zindagi Kam Pad Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • प्यार की कमी को पहचानते हैं हम, दुनिया के गमों को भी जानते हैं हम, आप जैसे दोस्त का सहारा है, तभी तो आज भी हंसकर जीना जानते हैं हम.. Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise, jise chahta hai tu use nazdik lau kaise, yuto har tamanna har ehsas hai wo mera, mgar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise….
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Manzil ki talaash me nikle hain hum sabhi, Sabki manzil ek ho ye zaruri to nahi. Aise hi kisi mod pe bichhad jayein jo kabhi, Ye mat samajhna k saath hum nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost Hai Kuch Aisa Lage Jaan Se Bhi Pyara, Saathi Hai Kuch Aisa Ki Saath De Har Pal Hamara, Har Galti Kar Dete Hai Maaf Jasie Maa Ka Dulara, Aur Pyar Mila Hai Kuch Itna Ki Hai Jeevan Sawara.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi, Labon Pe Khushi Ki Kahani Rahegi, Chamkate Rahenge Khushiyon Ke Sitare, Agar Aap Ki Dosti Ki Meharbani Rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Agar talash karo to koi mil hi jayega. Magar hamari tarah dosti kaun nibheaga, Mana kani nahi tumhe dosto ki, Magar kya hamari jagah koi le paega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Din Hua Hain To Raat Bhi Hogi, Ho Mat Udas Khabhi To Baat Hogi, Itne Pyar Se Dosti Ki Hain Khudha Ki Kasam, Zindagi Rahi To Mulakat Bhi Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Ka Rishta Purana Nahi Hota, Isse Bada Koi Khajana Nahi Hota, Dosti Toh Pyar Se Bhi Pavitra Hai, Kyuki Isme Koi Pagal Ya Dewana Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS