• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Lohe Se Jyada, Log Sone Se Pyar Karte Hai, Kamal Se Jyada, Gulab Se Pyar Karte Hai, Ek Hum Hi Hai Jo Girl Friend Se Jyada Aapne "Dost" Ko Yaad Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Kashti Ka Kinara Nahi Hota; Jise Karte Hai Pyar Wahi Hamara Nahi Hota; Rota Hoga Sagar Bhi Kisi Ki Yad Me; Warna Samandar Ka Pani Itna Khara Nahi Hota...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost Aisa Hota Hai,jo Hume Aapna Man Sake, Hamari Har Dard Ko Jan Sake, Ho Rahi Ho Tez Barish Me Bhi-pani Me Se Aansnou Ko Pehechan Sake!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil pyar me bekar bhi hota he, Dosti me intezar bhi hota he, Hoti nahi pyar me dosti, Par dosti me shaamil pyar bhi hota he......
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kaun kisi ko chah kar door hota h hr koi apne halaton se majbur hota h hum to bas itna jante h k hr rishta moti aur har dost kohinoor hota h
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • "ये दोस्ती चिराग हैं जलाए रखना, दोस्ती खुशबू हैं महकाए रखना...., हम रहे आपके दिल में हमेशा के लिए, इतनी जगह दिल में हमारे लिए बनाए रखना."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Sabse pyara Dost banaya h Aapko Farishto ki bhid se churaya h Apko Kahi ap bhool Na jye hame isliye pyara sa sms bhejkr yad dilaya H Apko.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Chale gaye hain kuch pal ke liye magar kareeb hain har pal ke liye kaise bhulayenge aapko ek pal ke liye jab ho chuki hai dosti har pal ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Wo Dost Hi kya Jo ek pal me Bhul jaye Wo pyar hi kya Jo Aasani se mil jaye Pyar Aur Dosti me Itna Dum ha ki Barf to jmi rahe par pathar Pigal jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • जरुरी नहीँ कि हर समय लबोँ पर भगवान का नाम आये, वो लम्हा भी भक्ति से कम नहीँ जब इंसान इंसान के काम आये।
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Friendship with me is like having Drugs. Once u take it, U cannot avoid it, When u dont get it, U r sick and when u leave it.. U r destroyed. SO dont ever try to leave ME n my friendship..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Din Aate Hai, Din Jate Hai, Kuch Lamhe Aap Ke Bin Guzar Nahi Pate Hai, Inhi Lamho Ko Samet Ke Dekhu To, Aap Jaise Nalayak Dost Bahut Yaad Aate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi Ka Raaz, Raaz Rehne Dijiye, Jo Bhi Ho Aitraaz, Aitraaz Rehne Dijiye, Par Jab Ye Dil, Aap Se Milna Chaahe, Dost Ye Mat Kehna Ki Aaj Rehne Dijiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kisi Na Kisipe Aitbar Ho Jata Hai Ajnabi Koi Shaks Yaar Ho Jata Hai Khubiyo Se Nhi Hoti Mohabat Hamesha Khamiyo Se B Aksar Pyar Ho Jata Hai sweet
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Risto ki jodi kamzor hoti hai, Ankhon ki baate khamosh hoti hai, Koi puche jab dosti ka matlab, Hamari ungli bas apke or hoti hai. Take care..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • sagar me dube to kinara nhi milta . . dil jab tute to sahara nhi milta . . kabhi dostii mein gam mat dena, . . qki sacha dost zindagi me dubara nhi milta
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kabhi use bhulana chaha, Kabhi use manana chaha, maine jab bhi chaha sirf use chaha, na jane kya bat thi mere aasuo mein.. jo usne muje sirf aur sirf rulana chaha! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS