• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • A beautiful way to understand... Life Person who is Happy is not because Everything is RIGHT in his life.. He is Happy because his attitude towards everything in his life is RIGHT..gm
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Na Hum Bhule He Na Ap Bhul Paenge Gardish Me Hum Bhi Nazar Aayenge Mumkin Nahi Har Mod Pe Milna Par Aapse Dosti Umar Bhar Nibhaenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • kuch chehre bhulaye nahi jaate kuch naam dil se mitaaye nahi jaate mulakaat ho ya na ho lekin dosti ke chiraag kabhi bujhaye nahi jaate.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tumari dosti hume acchi lagti hai, ho sake to ise nibhae rakhna, mulaqaaton ka silsula na ho sahi, yaadon ks silsila to banaye rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Yaad karoge toh har baat yaad aayegi, Suhane waqt ki mauj ruk jayegi, Dhoodoge agar hamse behtar dost koi, Nigah door tak jayegi aur laut aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Maangi thi dua humnein rab se, Dena mujhe dost jo alag ho sbse, Usne mila diya hume aapse or kaha Sambhalo inhe ye anmol hai sab se Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Jaan nahi sirf sath chahiye Sacchi Dosti ka ehsas chahiye Jaan to Ek pal me di jaa sakti hai Pr hume aapka Sath apni aakhri saas tak chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • RIshte kaaNcH k bAne hOte hain.. j0 tuTne paR chuBHte hAin,, HatheLi paR sambhaL kaR rakhna inhein, kYun k yEh tutNe meiN “PAL” oR “JurnE” mein bARs0n leTe haiN…kk
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • लोग अक्सर कहते हैं जिन्दा रहे तो फिर मिलेगे। मगर एक सच्चे दोस्त ने क्या खूब कहा हैं की मिलते रहेगे तो जिन्दा रहेगे. Dil se
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti ki hai to nibhayenge hum pehle, Musibat aayi to haath badhayenge hum pehle, Zindgi to ji lenge saath me par, Maut aayi to jayenge hum pehle…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pani rukta Nahi use rokna Padta He Dost koi Banata Nahi use banana Padta He 2sti ka rishta jindagi se juda hota He Isliye use Zindgi bhar nibhana Pdta He.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kitne Door Nikal Gaye Rishte Nibhate-2; Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate-2; Log Kehte Hai Dard Hai Mere Dil Me; Aur Hum Thak Gaye Muskurate-2...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • panchi chaman chod denge Sitare gagan chod denge Tere ishq me mar bhi jau ager, dil se pukaar lena hum kafan chod denge....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khwaish aisi karo ki aasma tak ja sako. Dua Esi karo k khuda ko pa sako Yu to jene k liye pal bahut kam he, Jiyo aise ki har pal me jindagi pa sako.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti hoti nahi bhool jane ke liye, Dost milte nahi bichhud jane ke liye, Dosti karne se khus rahoge itna, Ki waqt milega nahi aasun bahane ke liye…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Palko Se Girte Aansu Ruk Jaate To Achha Tha, Tum Hume Yaad Na Aate To Achha Tha, Tute Dil Ki Fariyaad Kare Bhi To Kaise, Dil Hi Badal Jaate To Achha Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kya Zamana Tha Ham Roz Mila Karte The, Raat Bhar Chand Ke Ham-Raaz Fira Karte The, Dekh Kar Jo Aaj Chup-Chaap Guzar Jaate Hai, Kabhi Us Shaqhs Ko Apna Dost Kaha Karte The.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Teri Dosti Ne Diya Sukoon Itna Ki, Tere Baad Koi V Achcha Na Lage, Tujhe Karni Ho Agar Bewfai, To Is Ada Se Karna Ki Tere Baad Koi V Bewafa Na Lage...!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tufaan mein kashti ko kinaare bhi mil jaate hain…, Jahaan mein logo ko sahaare bhi mil jaate hain…; Duniya mein sabse pyaari hain zindagi…, Kuchh aap jaise dost zindagi se pyare bhi mil jaate hain…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Se Liya 1st "D" Love Se Liya 2nd "O Rose Se Mila 3rd "S" Geet Se Mila 4th "T" Sathi Se Mila 5th "I" Tub Jakar Bani Ye Pyari "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS