Na intzaar hai na ikraar hai,
na aapse milne ko ab mera dil be-kraar hai,
phir bhi dil se na jaane kyon yeh aawaz aati hai,
wo tumhi ho jinki aankon aur baaton mei,
ek sachchi dosti ka khumar hai.
Har Ibadat Mein Yaad Karta Hu Tujhe,
Ae Dost Teri Salamati Ke Siva Kya Chahiye Mujhe,
Meri Har Dua Mein Tere Liye Mangli Hai Muskurahat,
Aye Mere Dost Tu Jaha Bhi Rahe Sada Khus Rehna.
बेकदर हो गए है कुछ दोस्त हमारे ,
जो हमारी जरूरत तक महसूस तक नही करते , कभी बहुत बातें किया करते थे हमसे ,
अब याद तक नही करते |
* I MISS YOU YAAR *
.
.
By.Rahul
Hum Deewane Hain Kisi Ko Sataya Nahi Karte .........
Bewaja Kisi Ka Dil Dukhaya Nahi Karte .......
Dosti Main Aik Usool Hai Apna ........
Jo Naam Dil Pe Likh Diya Mitaya Nahi Karte .......
School ki life 10+2 tak,
College ki life pado jab tak,
Love ki life shaadi tak,
But hamari dosti ki life till februray 31 tak…!
Phoolo me “Gulab” hai,
Guide me “devanand”hai,
Jasusoo me karamchandra hai,
Kya aap me aur mere me koi jung hai?
To sms kyu band hai “DOST”!
aandhi ki tarah wo meri zindgi me aai...
aur tufan ki tarah nikal gai...
wa.. Wa.. wa.. wa..
aandhi ki tarah wo meri zindgi me aai...
aur tufan ki tarah chali gai..
ham to sochte hi rah gaye..
Sala jeb kat gai..
hr jurm dastk deta h..
dhyan se suniyega..
jebe bach sakti h..
jeb katro se savdhan
Kuch waqt pehle Muje b zindagi ne azmaya tha Us dost k sath Maine b hasta hua pal bitaya tha rota hua chhodgye to kya hua Hasna b to unhi ne sikhaya tha.
Pump pe pump marte he dost,
Hamare maal pe najar dalte he dost,
Sabhi ek dusre ko ulloo banate he dost,
par kuch bhi kaho kamine yaad bahut aate he dost.
Main Khilaa Huun To Isii Khaak Men Milanaa Hai
Mujhe
Vo To Khushbuu Hai Use Agale Nagar Jaanaa Hai
Vo Tere Husn Kaa Jaaduu Ho Ke Meraa Gam-E-Dil
Har Musaafir Ko Isii Ghaat Utar Jaanaa Haiiii
Ek Raat Dhadkan Ne Aankh Se Pucha.tu Dosti Me Itni Kyu Khoi Hai?
Tab Dil Se Awaj Aayi Doston Ne Hi Saari Khusiyan Di Hai,
Warna Pyar Krk Toh Ankh Royi Hai..
Dosti Kabhi Musibat Nahi Hoti Bin Chahat Khwaish Puri Nahi Hoti
Apni Zindagi Me Hamari Mojudgi Ko Bevazah Na Samjhna,
Q K Palke Ankho Par Kabhi Boz Nhi Hoti.
Kehte Hain Har Baat Sab Ko Batai Nahi Jaati,
Apno Ko Bhi Kuch Baate Sunayi Nahi Jaati,
Par Dost Tum Mere Dil Ka Aaina Ho,
Aur Aaine Se To Koi Baat Chupayi Nahi Jaati.
Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,
yuto har tamanna har ehsas hai wo mera,
mgar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise….
Kyu Mushqilon Mein Saath Deti Hai Dosti,
Kyu Gham Ko Baant Leti Hai Dosti,
Na Rishta H Khoon Ka Na H Riwaz Se Bandha,
Phir Bhi Zindagi Bhar Saath Deti Hai Dosti.