Jo Manzil Tak Pahunch Jaye Vo Musafir Hi Kya
Jo Pee Ke Behak Jaye Vo Sharabi Hi Kya
Chal Kadam Dar Kadam Mere Sath Us Jahan Tak
Jo Thak Gaya Safar Me To Vo Hamsafar Hi Kya.
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day
Wo Dosto Ki Mehfil, Wo Muskrate Pal,
Dil Se Juda Nhi Apna Beeta Hua Kal,
Kabhi Zindagi Guzarti Thi Waqt Bitane Mein,
Aaj Waqt Guzarta Hai Zindagi Bitane Mein.
Friendship Ka Pehla Salaam Aapke Naam
Hamari Zindagi Ki Aakhri Sham Aapke Naam
Is Safar Mein Humsafar Hum Dono
Zindagi Bhar Is Friendship Ko Nibhana Hai Mera Kaam sweet
Dosti jaan se pyari ho,
Sine me har pal yaad tumhari ho,
Dekhkar jal jaye yeh zamana,
Dosti aisi hamari ho ki Khuda jaan tumari mange,
Aur maut humhari ho.
Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne
Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne
Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien
Toot Jata Hai Dil, Toot Te HainJab Sapne…
dosti ka parda hai beganagi
munh chupana hum se choda chahiye
dushmani mein meri khoya gair ko
kis qadar dushman hai dekha chahiye
apani rusvai mein kya chalati hai sai
yar hi hangama aara chahiye
munhasir marane pe ho jis ke umid
naumidi us ke dekha chahiye
gafil in mah talaaton ke vaste
chahane vala bhi achcha chahiye
chahate hain khubaruon ko asad
aap ke surat to dekha chahiye
Pathar ki hai duniya Jajbaat nahi
samajti,
Dikl me kya hai vo baat nahi
samajti
Tanha to Chand bhi hai sitaron
ke beech,
par chand ka dard vo raat nahi
samajti…
Muskarana hi khusi nahi hoti.
Umar bitana hi zindagi nahi hoti.
Khud se v jyada khyal rakhna padta
hai dost ka.
Sirf dost keh dene se hi dosti nahi hoti.
Unki Tasveer ko Seene Se Laga
Late Hai, Is Tarha Judaai Ka
Gam Mita Lete Hai, Kise Tarha
Se Khi Unka Zikar Ho Jaaye, To
Bheege Palko Ko Jhukaa Lete Hai!
Khushi itani ho ki tum dikha sako.
Gum bas intna ho ki tum chhupa sako.
Zindgi me kam se kam 1 dost aisa rakhna
jiske liye tum gusse me bhi muskura sako.