Koi Es Tarha Muj Say Payar Kry
Main Jhot B Bolon Tau Aitbar Kry
Apni Chahat Ka B Muj Say Izhar Kry,
Jan Wo Jan E Ada Muj Py Nisar Kry.
Wo Mujy Chahy Tau Toot Kr Chahy,
Payar Wo Muj Say Be Shumar Kry.
Mery Bina Na Bany Farmula E Ishq,
Main Kahoon Tau Do Or Do Char Kry.
Dost Teri Hasrtoon Ko Mera Salam Hy,
Pagal He Hoga Koi Jo Tuj Say Payar Kry…..
Dushmano me DOST mila karte hai,
Kaanto me phul khila karte hai,
Humko kaanta samajhkar chhod na dena,
DOST Kaante hi phulon ki hifazat kiya karte hai.
Ek anmol sawal - Samajh jao to reply zarur karna : "kisi ko yaad karke rona mohobbat hai?" ya "rote huye kisi ko yaad kar ke khamosh ho jana mohobbat hai?" rply ! Neet
Wo dil hi kya jo DOST ke milne ki DUA na kre
aapko bhulane ka jurm KHUDA bhi na kre
rahegi aapki aur hamari DOSTI qayamat tak
chahe aap YAAD kre ya a kre...!
Jab Koi Khayal Dil Se Takarata Hai,
Dil Na Chahkar Bhi Khamosh Rah Jata Hai
Koi Sab Kuch Kahkar Dosti Jatata Hai
Koi Kuch Na Kahkar Dosti Nibhata Hai!!
दिल से दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
तुफानो में साहिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं!
यूँ तो मिल जाता है हर कोई!
मगर आप जैसे दोस्त नसीब वालों को मिलते हैं!
Happy Friendship Day
Kuch Waqt Pehle Muje B Zindagi Ne Azmaya Tha,
Uss Dost K Sath Maine B Hasta Hua Pal Bitaya Tha,
Rota Hua Chhodgye To Kya Hua,
Hasna B To Unhi Ne Sikhaya Tha.
Aap Haso To Khusi Mujhe Hoti
Hai, Aap Ruthe To Ankhe Mere
Roti Hai, Aap Door Jao To
Bechani Mujhe Hoti Hai, Mehsus
Kar Ke Dekho Dost
Dosti Aise He Hote Hai..!
Dosti Wo Jo Aapke Jazbaat Ko Samjhe,
Hamsafar Wo Jo Aapke Ehsaas Ko Samjhe,
Mil To Jate Hai Sab Apna Kehne Wale,
Par Apna Wo Jo Hai Bin Kahe Har Bat Ko Samjhe.
Doston k sath wo mastiyan,
badmashiya fir kahan.. Fir kahan
history ka wo class bunk karna
chemistry k period m sona fir kahan.. Fir
kahan
teacher k question puchne p chup chup
khade hona Teacher k absent hone p
jayda kush hona fir kahan.. Fir kahan
jeele is pal ko jee bhar k ye sab fir
kahan.. Fir kahan
Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,
Aaj Usne Bahut Pyar Se Poocha Hai,
Wo Koun Hai Jisse Tumhe Pyar Ho Gaya,
Main Kaise Usse Kahoo Ke Wo Tum Hi Ho,
Jab Kehna Chaha To Uske Inkar Se Dar Gaya,
Wo Shayad Pyar Karti Hai Mujhse,
Na Jaane Kyon Mujhe Ye Guman Ho Gayaaaa