• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Dost bhi ajeeb hote hain Pyar se jyada kareeb hote hain Hum nahi reh sakte dosto ke bina kyunki unhi ke saath hamare naseeb hote hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil ki bat har kisi ko batai nhi jati h ,gharwalo se bhi kahi nahi jati h,. par yar dost to aina hote h, aur aine se koi bat chupai nhi jati h. K
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Nibhana Koi Aap se Sikhe Rishte Banna Koi aap se Sikhe Bahut Tarif karli ap aap Ki SMS ka paisa Bachane Koi aap se Sikhe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kuch Pal Me Zindagi Ki Tasveer Badal Jati Hai; Kuch Pal Me Zindagi Ki Takhdeer Badal Jati Hai; Kisi Ko Pakar Kabhi Khona Mat Kyu K; Ek Judai Se Zindagi Bikhar Jati Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek sacchi dosti baarish ki tarah nahi hoti, jo aaye or chali jaaye, prantu hawa ki tarah hoti hai jo dikhai nahi deti par hamesha har pal mehsus hoti hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mat Rakh Humse Wafa Ki Umeed Yeh Dost, Humne Hardum Bewafai Payi Hai, Mat Dhundh Mere Jism Pe Zakham Ke Nishan, Humne Hardum Dil Pe Chot Khai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi yaadein Hame Se Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein Ab Kaise Kahein Ham Tum se Ye Dost Teri Baatein Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti chhoti Baatein.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Badi fursat se tumhein dekhta hun, Badi muddat se tumhein chahta hun, Meri izzat, mera imaan tujh se hai, Usi neeyat se tumhein dekhta hun, Tujhme chhupi meri tamaam khushiya, Apni puri duniya tumhein maanta hun, Shayad mil jaaye tujhme khuda mujhe, Badi hasrat se tumhein poojta hun….!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • दोस्ती इन्सान की ज़रुरत है! दिलों पर दोस्ती की हुकुमत है! आपके प्यार की वजह से जिंदा हूँ! वरना खुदा को भी हमारी ज़रुरत है! Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • Dost Hai Kuch Aisa Lage Jaan Se Bhi Pyara, Saathi Hai Kuch Aisa Ki Saath De Har Pal Hamara, Har Galti Kar Dete Hai Maaf Jasie Maa Ka Dulara, Aur Pyar Mila Hai Kuch Itna Ki Hai Jeevan Sawara.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Koi Kahta Hai Dosti Nasha Ban Jati Hai, Koi Kahta Hai Dosti Saza Ban Jati Hai, Dosti Karo Agar Dil Se To Dosti Hi Jeene Ki Vajah Ban Jati Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Koi Mera Bhi To Ho Sath Nibhane Ke Liye, Mujhe Mange Khuda Se Apna Bnane Ke Liye, Mere Aansu Meri Palkon Se Churane Ke Liye, Bas Aisa Dost Chaiye Zindagi Bitane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dekha hai humane bhi aajma kar, De jate hai dhokha log karib aakar! Kahati hai duniya magar dil nhi manta, Kya aap bhi bhool jaoge hume apna Dost banakr?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Wo Dost Hi kya Jo ek pal me Bhul jaye Wo pyar hi kya Jo Aasani se mil jaye Pyar Aur Dosti me Itna Dum ha ki Barf to jmi rahe par pathar Pigal jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Woh Apni Sari Nafratein Mujhpe Lutata Raha Mera Dil Jissko Sada Muhabbatein Sikhata Raha Uski Yaad Ka Zara Yeh Pehlu Toh Dekho Mujhse Kiye waday Woh Kissi Aur Se Nibhata Raha Kuch Khabar Nahi Woh Shakhs Kya Chahta Tha Ke Taaluk Tor Kar Bhi Mujhko Aazmata Raha Tootay Hue Taaluk Mein Bhi Kitni Mazbooti Hai Main Jitna Bhulati Rahi Woh Utna Yaad Ata Raha...sh
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • kabhi yaad aaye to ek bar kehna, kabhi barish ban k in ankho se na behna, Dost na sahi AJNABI he rehna, magar *KABHI* *ALVIDA* *NA KEHNA*
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Jaan nahi sirf sath chahiye Sacchi Dosti ka ehsas chahiye Jaan to Ek pal me di jaa sakti hai Pr hume aapka Sath apni aakhri saas tak chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Jinke dosti me ham divane ho gaye vo ham se begane ho gaye shayad unko tlash hai nay dost ki ab unke najar me ham purane ho gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti k bazaar me chah nahi hoti Dard hota hai magar aah nahi hoti Dil se kiya gaya ho koi sauda to chukaai gayi kimat ki parwah nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS