• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Narahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum Dor Reh Kar B Apko Dil Se Dua Denge
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barsi Ankhe Jiski Yaad Me Barsaat Ki Tarah. Wo Bhi Badal Gaye Meri Halaat Ki Tarah. Haal Jeete Ji Koi Puchta Nahi. Sab Aa Jaate Hain Maut Pe Baarat Ki Tarah.!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hr Kisi Par Mujhe Aetbar Nhi Hota Kisi K Sms Ka Mujhe Intazar Nhi Hota Aap K Sms Ki Bat Hi Alag H Kyuki Kisi Or K Sms Me Itna Pyar Nhi Hota
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajnabi Log Bhi Dene Lage Ilzam Mujhe, Kahan Le Jayegi Yeh Pehchan Mujhe, Bhulna Chahu Toh Bhulu Kaise, Log Le-Le Ke Bulate Hai Tera Naam Mujhe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Takdir K aaine Me meri Tasvir Kho Gayi Aaj Hamesha k Liye meri Rooh So gayi Mohabbat karge kya paya Maine Wo kal meri thi aaj kisi or ki ho gayi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "फरेब था हम आशिकी समझ बैठे, मौत को अपनी ज़िंदगी समझ बैठे, वक़्त का मज़ाक था या बदनसीबी, उनकी दोस्ती की दो बातों को, हम प्यार समझ बैठे.". Miss you...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uroojpar hay Tumhara Mousam, Khizaanmain Tum ko Khareed lengay, Bano gay Hum say Reham K Talib, Na Tumko Mohlat Mazeed dengay, Adaa K Qissay hwy Purany, Jafa ka Mousam Khatam hi samjho, Karengy Tum say Hisaab jana, Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay, Wafa ki Lalach main Hum nay Jana Khoon apna JALA diya hay Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko Saza bhi Sun lo Shadeed dengay Urooj par hay Tumhara Mousam Khizaan main Tum ko Khareed lengay..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu Mujh Ko Yaad Aata Hai Faqat Un Chand Lmhon Main K Jab Yeh Saans Aati Aati Hai K Jab Saans Jati Hai K Jab Yeh Aankh Khulti Hai K Jab Yeh Aankh Soti Hai K Jab Baad-E-Grm Chlti Hai K Jab Baad-E-Srd Behti Hai K Jab Yeh Dil Dharakta Hai K Jab Yeh Dil Machalta Hai K Jab Koi Din Dhlta Hai K Jab Koi Din Ubhrta Hai K Jab Koi Aawaz Daita Hai K Jab Koi Saaz Bajata Hai K Jab Koi Raaz Kehta Hai K Jab Koi Naaz Uthata Hai K Jab Koi Paas Bulata Hai K Jab Koi Dard Bhulata Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo sochte hai ki unhe humne rulaya tha Meri palko per bhi badlo ka kahar chhaya tha Hum bhi bhula denge mohabbat ka safar Jo sath tere teri Zulfon ki chhaon me bitaya tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard BhariZindgi Ka Suraag Dhoondte He Andhera He Ek Chiraag Dhoondte He Koi Mere Dil Me Shama Jala De Hum Aise Hi Ek Dildaar Dhoondte He
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • UMEED KI KASTI KO KOI DUBA NAI SKTA Roshni k diye ko koi bujha nai skta HMHARI DOSTI TO TAJMAHEL KI TARAH H Jise koi dusra dubara bana nahi skta.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Duniya mein hun duniya ka talabgar nahi hun bazar se guzra hun kharidar nahi hun zinda hun magar zist ke lazzat nahi baqi har chand ki hun hosh mein hoshiyar nahi hun is khana-e-hasti se guzar jaunga belaus saya hun faqat naqsh-e-divar nahi hun afasurda hun ibarat se dawa ke nahi hajat gham ka mujhe ye zauf hai bimar nahi hun wo gul hun khizan ne jise barbad kiya hai uljhun kisi daman se main wo khar nahi hun
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haseen Palon Ko Yaad Kar Rahe The Sitaro Se Aapki Baat Kar Rahe The Dil Ko Bada Sakoon Mila Ye Jaan Kar Ki Aap Bhi Mujhe Yaad Kar Rahe The…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaun rakhta hai yaad naamo ko, Log chehro ko bhool jatey hai, Tum samander ki baat karte ho, Log ankho mein doob jatey hai !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apno Ki Inaayat Kabi Khatam Nahi Hoti.. Rishto Ki Mehak Dooriyon Se Kam Nahi Hoti.. Jeevan Me Agar Saath Ho Sacche Rishto Ka.. To Zndgi Jannat Se Kam Nahi Hoti..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • mahar ke tujhase tavaqqo thi sitamagar nikala mom samajahe the tere dil ko so paththar nikala daag hun rashk-e-mohabbat se ke itna betab kis ke taskin ke liye ghar se tu bahar nikala jite jee aah tere kuche se koi na phira jo sitamadida raha jake so mar kar nikala dil ke aabadi ki is had hai kharabi ke na puch jana jata hai ki is reh se lashkar nikala ashk-e-tar, qatara-e-khun, lakht-e-jigar, para-e-dil ek se ek adu aankh se bahatar nikala hum ne jana tha likhega tu koi harf ae ‘meer’ par tera nama to ek shauq ka daftar nikala
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaman Ko Sajaye Bahut Din Hue, Tumhe Pas Aaye Bahut Din Hue, Kisi Din Achanak Chale Aao, Tum Hume Muskuraye Bahut Din Hue.!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri duaa hai ki khush raho tum Mile naa koi gum jahan bhi raho tum . Samundar ki tarha dil hai gehra tumhara Khushiyon se bhara rahe daman tumhara . Tum jo kaho woh har khawaish puri ho tumhari Khuda se bhi bus yahi dua hai humari . Tohfa kya doon tumhe duaao ke siwa Ki khuda humesha rahe razi tumse sada.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat itni karo ke fark na rahe, Intezaar itna karo ke waqt na rahe, Bharosa itna karo ki shak na rahe? Aur yaad itna karo ki doori na rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS