Jab kisi ka pyaar kisi ka aarmaan ban jaye
kisi ki hassi kisi ki muskaan ban jaye
Bepanah pyar kehte hai use
jab kisi ki sansein kisi ki jaan ban jaye.
umko To Tere Pyar Mein Barbaad Hona Tha,
Chashm Nam Honi Thi Dil Nashad Hona Tha.
Jaroori To Nahi Har Khwab Poora Ho Jaye,
Meri Tammanao Ko Mazloom Ki Fariyad Hona Tha.
Takra ke nikal jate, hum dard ki raahon se
Par beech me aati kyu yaado ki wo basti hai
Wo baat hi karte hai bas chand sitaro ki
Is ishq ke saude me ye jaan bhi sasti hai.
Khata Pahli Samajh Kar Maaf Kar Dena,
Raah E Wafa Mein Ho Jaaye Jo Gunaah Hamse,
Mohabbat Ki Hadein Paar Kar Chuke Hain Sanam,
Phir Kaise Hain Dilbar Yeh Parde Hum Se….
Jaisi Hai Teri Tamanna
Waise Pyaar Karenge,
Har Dhadkan Par Apni
Wafa Ka Ikraar Karenge,
Jaha Bhi Jaoge Har
Kadam Hume Hi
Paaoge,
Ishq Ke Har Mod Par
Tera Intezaar Karenge…
Wo muhabbatki kuch aisi misaal rakhta hai...
Ke mujse ziada hi mera khayal rakhta hai...
Bina kahe hi mera har dardjaan leta hai..
Mujse le kar meri yaaden sambhal rakhta hai...
Hans ke taal jata hai meri sab talkh baaton ko..
Woh dil ko jeet lene main kamaal rakhta hai...
Zaruri to nhi K Insaan pyar ki murat ho...
Zaruri nhi K insaan acha aur khubsurat ho...
Pr sbse sundar wo insaan hai...
Jo apke sath ho jab apko uski zarurat ho...
Ye Raaz Kon Jaane Kis Ka
Kasoor Tha, Tota Wohi
Sahara Jis Pe Ghuroor Tha,
Use Hai Ghuroor Ke Wo Kisi
Or Ka Hai, Humen Hai Naaz K
Wo Kabhi Hamara Zaroor Tha!
Tum haso to khushi mujhe hoti hai..
Tum rutho to aankhein meri roti hain..
Tum door jaao to bechaini mujhe hoti hai..
Mehsoos kar ke dekhlo mohabbat aesi hi hoti hai..
Pyar Ka Matlab Khusi Aur Gam Hota Hai Kisi Ke Liye..
Pyar Ka Matlab Hasna Aur Roona Hota Hai Kisi Ke Liye..
Badkismati Se Kuch Log Samajh Na Sake Pyar Ko..
Ki
Pyar Ka Matlab Jeena Aur Marna Hota Hai Kisi Ke Liye..!
Fazal mahafil mein ek gazal ga rha tha
puri mhahfil mein mere alawa kewal wo hi nazar aa rha tha
uski gayaki sun ker mera g machla ja rha tha
jane meri tabiyat khraab kar ke use kya mazza aa rha tha.
Jab Sawan Main Tanha Bheego Gay
Jab Angan Khalee Pao Gay
Jab Sahil Say Takrati Lehron Main
Apni Tanhae Main Kho Jao Gay
Jab Raat Kay Tanha Daman Main
Tum Chaand Ko Adha Pao Gay
Jab Khud Say Batain Kartay Kartay
Tum Door Kahin Kho Jao Gay
Jab Dil Ki Baat Chupanay Ko
Ham Say Nazar Tum Churao Gay
“Main Tum Say Mohabat Karti Hoon”
Har Baar Yay Sunna Chaho Gay
In Sab Lamhon Main Jaan Lena Kay
Tum Tum Nahi “Hum” Ban Jao Gay