Wo Yuhi Humse Rooth Gaye,
Saare Arman Mere Toot Gaye,
Faasle Kuch Aise Kiye Unhone ,
Ki Wo Patthar Bankar Jine Lage Aur
Hum Sheesha Bankar Toot Gaye.
K.k.
Tumhari Hansi Ki Ek Nazar Yaad Aati
Hai..
Zndgi Ki Har Sham Subah Nazar Aati
Hai..
Jabse Dekha Hai Tujhe Dil Ki Ankho
Se..
Har Shakal Bas Teri Hi Nazar Aati Hai..!
Meri Khamoshiyo Mein Bhi Fasana Dhundh Leti Hai
Badi Shatir Hai Dunia Bas Bahana Dhundh Leti Hai
Haqikat Jid Kiye Baithi Hai Chaknachur Karne Ko
Magar Har Aankh Phir Sapna Suhana Dhundh Leti Hai.
Tumse Mil Kar Tumhe Bhulna Mushkil Hai Asaan
Nahi
Deewane Dil Ko Samjhana,Mushkil Hai Asaan Nahi
Har Rasta,Har Manzar Ab To,Koi Fasana Lagta Hai
Jab Se Tum Aaye Ho,Sara Sheher Suhana Lagta
Hai
Jaate Lumho Ka Ruk Jana
Mushkil Hai,Asaan Nahi
Har Ek Muskurahat Muskan Nahin Hoti,
Nafrat Ho Ya Mohabbat Aasan Nahin Hoti.
Aansu Gam Ke Aur Khushi Ke Ek Se Hote Hain,
Magar Inki Pehchaan Aasan Nahin Hotiiii
Sur E Sham Ab Chaman Main Jata Nahi
Kub Tak Koi Tere Rah Main Bheta Rahay?
Wo Apni Khushi Ka Qisa Batatay Rahay
Hum Apni Zindagi Ujarnay Pay Khamosh Rahay!
तेरे घर आया मैं आया तुझको लेने
दिल के बदले में दिल का नज़राना देने
मेरी हर धड़कन क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए साजन जी घर आए
दुल्हन क्यूं शरमाए साजन जी घर आए
Awaj K Piche Ki Jo Khamoshi Jan Sake
Mere Sukhi Hui Jindgi M Jo Rang Dal Sake
Meri Dikhai Hui Jindagi Dekh K To Sabhi Haste H
Dhund Raha Hu Koi Isa Shaqks Jo Mere Dard Ko B Pehchan Sake
Ankhon Main Raha Dil Mian Utar kar Nahi Dekha Kasti KeMusafir Ne Dekha Mujhe Pathar Kehta Hai Mera Chahene Wala Are Main Mom Hu Usne Mujhe Chu Kar NAhi DEkha