• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • "भगवान "या तो इतना "गरीब "बना दे की "भीख" मांगू तो भीख" मिल जाए... या इतना "अमीर "बना दे की कोई गरीब "भीख "मांगे तो उसकी "किस्मत" बना दू ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Toot Jate hain Bikhar Jate hain Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne >Ajnabi To Sada Pyar Se Milte Hain Bhool Jate Hain To Aksar Apne..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Me Jaga Di To Dil Tod Gaye, Bepanha Mohbbat Ki To Bewafai Kar Gaye. Taras Na Aaya Unhe Humari Wafaon Pe, Isiliye Tadpne K Liye Tanha Chhod Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aarzoo Thi Teri Baaho Me Dum Nikle, Kasoor Tera Nahi Badnaseeb Hum Nikle, Jaha Bhi Jaye Khush Rahe Tu Sada, Dil Se Mere Dua Yahi Nikle. Mere Hotho Ki Hasi Tere Hontho se Nikle, Tere Gam Ka Dariya Meri Aankho Se Nikle, Ye Zindagi Tumhe Hasati Huye Nikle, Agar Chahe Toh Humein Rulate Huye Nikle, Agar Zindagi Me Jeena Pade Tere Bin, Toh Teri Barat/Doli Se Pehle Arthi Meri Nikle.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Gustakhi yahi hai hamari,har kisi se rishta jod jate hai,log kehte hai ki mera dil pathar ka hai,lekin kuch aise bhi hai jo ise bhi tod jate hai..." neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raah chalte hue aksr khayal aata hai, kahan hai manzil ye rasta kidhr ko jata hai, hmsafr milta hai jo vo char kadam chalta hai, fir kisi mod pe aksar vo bichad jata hai, musafir hain sabhi manzil sabhi ki ek he hai, fir bhi is raah me insaan bhatak jata hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pahuch hai humare'chand' tak, ye'taare'bhi salam kiya karte hai, ye'aasma'bhi jhuk jata hai, jab hum apko yaad kiya karte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Uski Yaad Puri Raat Aati Rahi Hum Jaagte Rahe Puri Duniya Soti Rahi Aasman Me Bijli Puri Raat Hoti Rahi Bas Ek Baris Hi Thi Jo Mere Sath Roti Rahi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaman Ko Sajaaye Bahut Din Hue, Tumhe Paas Aaye Bahut Din Hue, Kisi Din Achanak Chale Aao Tum, Hume Muskuraaye Bahut Din Hue..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rasta Badalna Hai Patharon Peh Chalna Hai Zindagi Key Rastay Per Gir Gae, Sabbhalna Hai Badalo! Hato Peechhay Chand Ko Nikalna Hai Phool Ko Mehekna Hai, Lakdayon Ko Jalna Hai Hum To Door Jain Gay Kis Ko Sath Chalna Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi se shirf utna hi door hona, K use aapki ahmiyat ka ehsaas ho jaye. Lekin kabhi itna bhi door mat hona, K vo aapke bina jeena seekh jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • unse milkar rab ki ibadat bhul gye, unki adaye dekh k apni aadat bhul gye, kaisa jadu kar diya h unhone, unko chah kr duniya ki chahat bhul gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh Mil Na Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil Dard Dil Ka Yun Roz Ubharta Hai Na Mile Woh “Masroor” Dariye Se Toh Mil Aasu Peene Ka Zikr Toh Woh Roz Karta Hai Na Peeh Sake Usse Zaraa Maikhane Se Toh Mil
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zakhm Dil Ke Dikhla Sakte Nahi.. Nasoor Ban Gayi Jo Yaaden Dilse Unhe Bhula Sakte Nahi.. Mit Rahi Hai Hasti Meri Wafa Ki Khaatir.. Firbi Laash Gumnaam Hai Use Jala Sakte Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Andhere ne kabhi roshini nahi dekhi., maut ne kabhie zindagi nahi dekhi....... jo kehte hain ki duriyon se mohabbat khatam ho jati hai.........@@ unhone shayad humari mohabbat nahi dekhi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash Meri Zindegi Mein Aaye Ek Aisi Barsaat, Mere Hath Mein Ho Tera Hath, Bheegte Rahein Hum Saari Raat, Honth Rahe Khamosh, Bas Aankhon Se Ho Teri Meri Baat,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapna Kabhi Sakaar Nahi Hota, Pyar Ka Koi Aakaar Nahi Hota, Sab Kuchh Ho Jaata Hai Zindgi Me, Mgr Dobara Sacha Pyar Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Ehsaas Kiyo.n Ghutan Si HoRahe Hain… Pal Pal Sab Kuch Apna Hum Kho Rahe Hain… Ab Ye Mohabbat Phir Kiyo.n Saza De Gayee… Roye The Rone Ik Aur Wazah De Gayee… Mana Ke Dewaangi Mein SaansBaaki Hai “Dhanwant”… Hum Zakhamo.n Ko Ansuo.n SeDho Rahe Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS