• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Pyaar Aur Maut Se Darta Kaun Hai, Pyaar To Ho Jaata Hai, Isse Karta Kaun Hai, Hum To Kar De Pyaar Me Jaan Bhi Kurbaan, Par Hume Ye Pata To Chale Humse Pyaar Karta Kaun Hai !!! I Like SMS - Lik
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Khusiyaan Saath Hai.. Na Mohabbat Paas Hai.. Meri Zndgi Ke Har Pal Ko Tanhaai Raas Hai.. Gilaa Kare Hum To Kis Se Kare Wo Hi Nahi Hai Paas.. Jo Sab Se Khaas Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere hatho ki lakeero me tu nahi, Mere sapno ki haqqito me tu nahi, hota agar sath tu mere kahi bhi, To phr kyu Mere har khamosh pal me tu nahi...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere gum ka ab kisey ahsas hoga meri tanhai me ab kon mere pas hoga aansu v sukh chukey hai meri aankho k mai ro raha hu ab kisey vishwas hoga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na Kro Baat Ko Yunhi Tum Uljaya Na Kro Zakhm Badal Jate Hain Nasoor Ki Soorat Dard Zara Sa Bi Ho Chupaya Na Kro Ulja Dain Gi Dast Shinason Ki Batain Tum Apna Hath Kisi Ko Dikhya Na Kro Kuch Roz Tu Yaad Rakho Ehsan Kisi Ka Itni Jaldi Kisi Ko Bhol Jaya Na Kro Charhe Darya Khud Utar Jate Hain Anjum Zara Si Tughiani Dekh Kar Ghabria Na Kro
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लबों की हँसी आपके नाम कर देंगे; हर खुशी आप पर कुर्बान कर देँगेँ; जिस दिन होगी कमी मेरे प्यार; उस दिन हम इस दुनिया को सलाम कर देंगे।
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kadam Zamana Hai Aur Sabke Saath Chalna Bhi Hum Apni Raah Ke Pathar Hain Aur Dariya Bhi Magar Jo Phaasla Pehle Tha Aur Badhta Gaya Main Uske Paas Gaya Voh Idhar Se Guzra Bhi Bahut Budhimaan Aur Waqt Ko Pehchaan Ne Wala Tha Lekin Vo Raat Bachon Ki Tarah Lipat Ke Roya Bhi Ye Khushk Shaakh Na Sarsabz Ho Saki Usne Mujhe Gale Se Lagaya Palak Se Chooma Bhi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Mohabat Ki Inteha Kar Do Ya Aapna Bana Lo Ya Tanha Kar Do Dil Ke Aangan Mein Mehman Bana Lo Ya Phir Mar Kr Bhi Na Maren Aisi Wafa Kar Do.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Ke Kisi Mod Par Pashteegee Wo Bhi, Tum Be Khuli Aankhoon Se Use Dekhte Rehna, Khub Dil Lagea Hai “Molla” Is Be-Parwa Ke Saath, Mar Jaonga Nahi Hota Mujh Se Jitey Rehna, Jine Ki Baat Hai Is Mein Kia Kahoo “Azeem”, Qismaat Mein Hai Tumhari Us Ke Liye Tadappte Rehna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usko Chaha Bhi To Izhaar Karna Na Aaya, Kat Gayi Umar Saari Humein Pyaar Karna Na Aaya Usne Manga Bhi Agar Kuch To Zindagi Mangi Aur Humne Inkaar Bhi Karna Na Aaya!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye husn-e-raz muhabbat chupa raha hai koi hai ashk aankhon mein aur muskura rha hai koi nazar nazar mein tajalli dikha raha hai koi nafaz nafaz pe mujhe yaad aa raha hai koi takhayulat ke dhoke hain sab shab-e-vada na aa raha hai koi aur na ja raha hai koi ye husn-o-ishq ke tasvir ke hain do manzar ki ro raha hai koi muskura raha hai koi...iiii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulab ki mahak bhi fiki lagati h, konsi khushbu muzame basa gayi ho tum, jindagi h kya teri chahat k siva, kaisa khwab h ankho ko dikha gaye tum
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Hoge Naraj To Zada Staunga Tum Khyalo Se Thakoge To Sapno M Aunga Mene Likhdi H ZINDGI Tere Naam Dekh Lena 1 Din Tujse B Likhaunga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash tu mujh ko mil gayi hoti , Aahh nikle gi hont si loon ga , Jis tarah ho sake ga jee lon ga , Zeher bhi hanste hanste pee loon ga , Gham ki yeh dhoop dhal gayi hoti , Kash tu mujh ko mil gayi hoti , Ab tere gham ko dil mein paloon ga , Haan judai ka zakham kha loon ga , Maut ko bhi galey laga loon ga , Maut bhi aa ke tall gayi hoti , Kash tu mujh ko mil gayi hoti . .
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • is tarah na muskurao o bewafa dard hota hai, sata lo jitna satana hai ekdin dhokha khakar wapasana hai, jao us din ka v hum intajar krenge aapka...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat har Insan ko ajmati hai, kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai, mohabat khel hi aisa hai kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jaati hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zndgi Ki Haqiqat Sirf Itni Hoti Hai.. Jab Jaagta Hai Insaan To Kismat Sooti Hai.. Insaan Jis Par Apna Haq Khud Se Jayada Samajhta Hai.. Wo Amanat Aksar Kisi Aur Ki Hoti Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Tumgari Yaado Ka Shara Chata Hai, Bichuda Hua Tera Pyar Dubara Chata Hai, Phle Na Smajh Ske Hum Aapko, Ab Aapko Hi Pane Ko Dil Chata Hai, Waqt Ne Kyo Hume Itna Dur Kar Diya, Bin Aapke Jine Par Majboor Kar Diya, Ab Pite Hai Hum Jam Pe Jam Har Jam Pr Likha H Aapka Nam, Muje Jaan Jayega Ye Jmana Sara, Aapka Nam Phir Bhi Rhega Gumnam…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi jo waqt par jaye, Tumhein mujh se bicharna ho, Tumhein waday se phirna ho, To beshak dair mat karna, Mujay naraaz kar dena, Tum apna rukh badal lena, Tum apni simt chal dena, Magar jab lot k ana, Tumhein mitti k teelay par, Main shayad na dikhai dun, Magar heran mat hona, Wahin do char qadmon par, Mazaar-e-bekaraan hoga, Wahan ik phool rakh dena, Aur ik shama jala dena, Aur apna rukh badal lena, Aur apni simt chal dena…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS