Hme Unse Koi Shikayat Nhi,
Shaayad Hmari Kismat Me Chaahat Nhi,
Meri Taqdeer Ko Likkhar Toh Uparwala Bhi Mukkar Gya,
Puchha Toh Khta H Ye Meri Likhawat Nhi
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota
hai..ii
HUM woh roshni hain Jo apko Roshan kar jayenge,
Baato ki 1 Chingari se bhi Jal jayenge,
1 Bar pyar se sms to kijiye, Ghar aakar SMS ke paise de Jayenge..
तेरी धड़कन ही ज़िंदगी का किस्सा है मेरा,
तू ज़िंदगी का एक अहम् हिस्सा है मेरा..
मेरी मोहब्बत तुझसे, सिर्फ़ लफ्जों की नहीं है,
तेरी रूह से रूह तक का रिश्ता है मेरा..!
Payar ka tofa diya tha jise wo hi dil ko jala gye.
Ankho me thi aanso kambakhat use v paani kah gye.
Na jaane kon si ghadhi me hui thi usse mulakat..
Bewajah khud to pareshan hue hi hame v pareshan kar gye..
T
um Dil Ki Baaten Kya Samjho..
Tum Dil Ka Lagaana Kya Jaano..
Tumhe Aag Lagaana Aata Hai..
Tum Aag Bujhaana Kya Jaano..
Har Bar Jab Jab Tum Rooth Gaye..
Hum Tumko Mana Hi Lete Thay..
Hum Tumse Kabi Jo Rooth Gaye..
Tum Humko Manaana Kya Jaano..
Saath Kuch Pal Chale Fir
Chhod
Gaye..
Kya Saathi Aise Hote Hain..?
Ishq Mohabbat Ho Khel Jinke
Liye..
Wo Saath Nibhaana Kya Jaane
A.ALI
Khushi itani ho ki tum dikha sako.
Gum bas intna ho ki tum chhupa sako.
Zindgi me kam se kam 1 dost aisarakhna
jiske liye tum gusse me bhi muskura sako.
Aapki Yad Na Aaye To Hum Bewafa
Aap Bulao Aur Na Aaye To Hum Bewafa,
Hume Maarne K Liye Khanjar Ki Zarurat Nahi,
1 Bar Nazar Fer Lo, Na Mar Jaye To Hum Bewafa
Pyar Sachcha Ho To Waqt Ruk
Jata Hai, Gagan Lakh Uncha
Ho Phir Bhi Jhuk Jata Hai,
Duniya Me Bane Lakho
Dushman Pyar Sachcha Ho
To Khuda Bhi Maan Leta Hai.
तुम बताओ तो मुझे किस बात की सजा देते हो।
मंदिर में आरती और महफ़िल में शमां कहते हो।
मेरी किस्मत में भी क्या है लोगो जरा देख लो,
तुम या तो मुझे बुझा देते हो या फिर जला देते हो
Main Aaadt Hu Uski Wo Jarurt
H Meri, Main Farmaish Hu
Uski Wo Ibadhat H Meri.. Itni
Aasani Se Kaise Nikal Du
Use Dil Se, Main Khawb Hu
Uska Wo Haqiqut H Meri..
Aaj us khuda ki shararat samajh me aai,
is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
Aapko is dharti par bhejna us khuda ka
bahana tha,
Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha.
tum gairon ki baat karte ho,
humne apne aajmaaye hain
log kaanto se bach ke chalte hain,
humne phoolon se zakhm khaye hain,
dekar zakhm humein, wo to chale gaye
tanha rahe gaye hum, na jaane wo kahan chale
gaye!!