• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tanhai kisi ka intezar nahi karti, Kismat kabhi bewafai nahi karti, Unse door hone ka asar hai warna, Parchai kabhi jism par waar nahi karti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • " Udaas Shamon Me Lot Kr Wo Aana Bhol Jata Tha, " " Kr K Khafa Mujhko Manana Bhol Jata Tha, " " "Inhi Aaditoon Ne Uski Mujhe Badnam Kr Dala, " " "Wo Likh K Naam Dewaron Pe Mitana Bhol Jata Tha, " " "Mat Poch Muhabat Mai Laa Parwahi Uski, " " " Dy K Zakham Wo Marham Lagana Bhol Jata Tha, " " "Kitna Dilnasheen Hota Tha Uski Yaad Ka Manzr, " " "Wo Jb Bi Yaad Aata Tha Zamana Bhol Jata Tha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kagaz Par Kuch Hota To Mita Dete, Kiya Hota Sauda To Kimat Chuka Dete, Kaise Bhula Du Tuje O YAad Aane Wale, Agar Aaya Hota Sapna To Bhula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanha baitha hu usi raah par kahin, Jahan tak nazar gyi tanhai k siwa kuch nhi, Akela na hote aaj main is tarha, Magar apne jaate jaate hume pukara hi nhi,..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana, dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana, sath chalna mere tum dukh sukh mein bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लड़कियाँ तो सिर्फ दिल देती है, लड़को को दिल के साथ बील भी देना पड़ता है !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum zindagi se aas kare to bhi kya kare, jab tum nahi ho paas kare bhi to kya kare, aansu piye, sharab piye, zaher bhi to pi liya, bujhti nahi pyas kare bhi to kya kare...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaane kya mujhse zamana chahta hai , Mera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai ,, Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre se , Har shaks mujhe aajmana chahta hai …
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hakeekat jan lo bichad janay se pehle hamari sun lo apni sunanay se pehle soch lo lekin dur janay se pehle ke yeh ankhey bohot royi muskuranay se pehle.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye dil k jzbaat nahi to or kya hai Tujse hme mahobbt nahi to kya hai Teri justaju me jage rahe hm rat bhar Ye meri diwangi nahi tere ishq me to or kya hai??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Aur Maut Se Darta Kaun Hai, Pyaar To Ho Jaata Hai, Isse Karta Kaun Hai, Hum To Kar De Pyaar Me Jaan Bhi Kurbaan, Par Hume Ye Pata To Chale Humse Pyaar Karta Kaun Hai !!! I Like SMS - Lik
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jism mein yun mehki hai khushboo teri Ruh lagi hai behakne ko meri Raaz ye dil ka ho gaya mushkil chhipana Nazar aane laga hai dushman ye zamana Dil ye diya hai bas hamne tujhe Kaise kahein kitni mohabbat hai mujhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Haso To Khushi Mujhe Hoti Hai, Tum Rutho To Aankhein Meri Roti Hain, Tum Door Jaao To Bechaini Mujhe Hoti Hai, Mehsoos Karke Dekh Lo Mohabbat Aisi Hi Hoti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ki mehfil mein ujala kijiye, Roj pyaar bhare sms kiya kijiye, Zindagi khubsurat ban jayegi dear, Apno k liye thoda waqt nikala kijiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Ki Har Ek Udaan Baki Hai Har Mod Par Ek Imtihan Baki Hai Abhi To Sirf Aap Hi Pareshan Hai Muzse Abhi To Pura Hindustan Baki Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Tod Kar Hamara Tumko Rahat Bhi Na Milegi; Hamare Jaisi Tumko Chahat Bhi Na Milegi; Yun Itni Berukhi Na Dikhlaiye; Hum Agar Ruthe To Hamari Ahar Bhi Na Milegi...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bicchadte huye yaad de jayenge, khud rone se pehle har khushi de jayenge. tumhe gila hai hum baat nahi karte, wada raha saans rukne se pehle har baat keh jayenge..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS