• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tumhari Har Mulaqaat Me Ek Jadu Hai.. Tum Pe Hamara Dil Bekaabu Hai.. Mere Har Lamhe Me Basi Hai Yaad Tumhari.. Tum Mil Jao Hume Yahi Ek Arzoo Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske dur hone se koi khaas farak nahi pada mujh par... . . Bas uss jagah dard sa rehta hai jahan kabhi ♥ Dil ♥ hua karta tha....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Someday You May Forget About Me, My Name, My Voice, Who I Am And Who I Was To You. But Even If You Still Totally Forget About Me, I Just Want You To Know That I Will Never Forget A Single Thing About You And Everything We Went Through.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tohfe Me Gulaab Lekar Mat Aana, Kabar Par Chirag Lekar Mat Aana. Bahut Pyaase Hai Barson Se Hum, Ae Doston. Jab Aana Sharaab Ki Ek Bottle Aur Do Glass Le Kar Aana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Me Khas Jagah Hoti Hai Unki, Jise Aap Pahli Bar Pyar Karte Hai, Par Wo Aapki Zindgi Ban Jate Hai Jise, Aap Akhri Bar Pyaar Karte hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni mohabbat ki khushbu Se nur kar do tumse Juda na ho Sakun itna majbur kar do meri nas-2 me bas jaye wafa Teri kisi or ko na dekhun itna Magrur kar do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi.. Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhi.. Samajh mai aaye to humein bhi batana k.. Kyun karti hain yaadein preshaan kabhi kabhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गुलाब उमलतो नाजुक काटयांवर, पक्षी उडतो पंखाच्या जोरावर, माणुस जगतो आशेच्या किरणावर, आणि नाते टिकते फक्त प्रेम आणि विश्वासावर !!! "
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samajh Sako To Samajh Kar Dekho.. Prem Ki Zanjeeron Me Ulaajh Kar Dekho.. Kya Hoti Hai Tadaap Kisi Se Milne Ki. Kisi Se Mohabbat Tum Karke Dekho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल किसी से तब ही लगाना; जब दिलों को पढ़ना सीख लो; वरना हर एक चेहरे की फितरत में; ईमानदारी नहीं होती।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapne Saare Tod Kar Beithe Hai Dil Ka Armaan Chod Kar Beithe Hai Na Kijiye Humse Wafa Ki Baatein Abhi-abhi Dil Ke Tukde Jod Kar Beithe Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamari Hi Na Lag Jaaye Najar Unko, Hum Toh Yeh Sochkar Pareshan Hote Hain, Unka Dil Bhi Hasee Hai Unhi Ki Tarah, Hum Toh Yeh Sochkar Hairan Hote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum intazaar hamara karna sanam... bahut jald laut kar aayenge ham... ja rahe hai door kuch pal k liye... pass rakhenge hamesha tumhe ham... tum kabhi yaad meri kam na karna... nahi to toot jayenge sanam ham... tumhe poojte hai ham dil se... tumhe jaan maante hai apni ham... jaan ko karna hamse na tum juda... nahi to sanam mar jayenge ham... Tum intazaar hamara karna sanam... Bahut jald laut kar aayenge ham...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Acha Sa Lagta He Tumhi Ko Dekhte Rehna ♥ Tumhi ko chahte rehna Tumhi Ko Sochte Rehna ♥ Tumhi Ko Sunte Rehna Bohot Gehre Khyaalo Mein ♥ Jawabo Mein Sawalo Mein Mohabbat Ke Hawalo Mein ♥ Tumhara Naam Aa Jana Mujhe Acha Sa Lagta Hai ♥ Tumhare Sang Sang Chalna Wafa Ke Aag Me Jalna ♥ Tumhe Naraz Kar Dena Kabhi Khud Bhi Ruth Jana ♥ Tumhari Berukhi Pe Bhi Tumhari Aarzoo Karna ♥ Khud Apne Dil Dharkan Se Tumhari Guftugu Karna ♥ Mujhe Acha Sa Lagta Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Duniya ka har shauk pala nahi jata, Kaanch ke khilono ko uchhala nahi jata,sweet Mehnat karne se mushkilein ho jati hai aasan, Kyon ki har kaam taqdeeron par tala nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hain Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hainnn
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dete hai kyu woh dard bas hami ko?, kya samjhenge woh bewaffa inn aankhon ki nami ko?, Lakhoan diwane hain jis chand ke, kya woh mehsus karega ek tare ki kami ko?? Kab takk khelenge aur torenge woh inn dillo ke saath, Akhir kabhi chand pe bhi gharan lagna hi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS