• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kya mangu khuda se unhe pane k bad kiska karu intzar zindagi me unke aane ke baad, kyun pyar me jaan luta dete hai log mujhe maloom hua unheapna banane k baad...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi Mein Aaj Yun Tanhaai Na Hoti Muskuraate Labon Pe Ghum Ki Parchaai Na Hoti Jhilmilaate Hum Bhi Mohabbat Ki Roshni Mein Agar Wafa Ke Naam Pe Teri Bewafaai Na Hoti
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Kabhi Nazro Ne Koi Aks Ka Deedar Chaha Hai., Isse Khuda Ki Rehmat Kaho Ya Meri Mohobbat Kaho, Ki Bas Aks Tera Hi Har Kahi In Nazro Ne Paaya Hai..!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Tadapte Hai Aapki Yaad Me Dil Rota Hai Aapki Fariyaad Me, Aey Khuda Dikha De Ek Baar Surat Unki Kahin Marr Na Jaye Unke Intezar Me..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ज़िन्दगी से कुछ नहीं माँगा, तेरे सिवा... ज़िन्दगी ने सब कुछ दिया, बस एक तेरे सिवा...!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kar Sitam Kitne Bhi Mujh Par Iss DiL Me Dhadkan Tere Naam Ki Hogi Khwaeesh Toh Adhuri Hai Bahut Magar Aakhri Khwaeesh Tere Deedar Ki Hogi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Taqdir Se Meri Taqdir Bana De, Mere Haatho Tu Apni Lakir Bana De, Mai Rahu Na Rahu Tere Pass Bas, Apne Dil Ki Mere Dil Me Tasvir Bana De.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Rog Laga Hai Dil Ko Jo. Be-chein Bohot Hi Rakhta Hai. Ek Shakhs Hai Ujla Ujla Sa. Ab Saath Wo Har Pal Rehta Hai. Kab Us Se Juda Hum Hote Hain. Wo Saans Mein Apni Basta Hai. Wo Shakhs Jo Apna Ho Jaye. Phir Chahe Dunya Kho Jaye. Wo Shakhs Jo Jaan Se Piyara Hai. Koi Keh De Sirf Humara Ha..!!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zarur kisi ne dil se pukara hoga. Ek baar to chand ne bhi aapko nihara hoga. Mayus ho gaye honge asma ke sitare. Jab kuda ne aapko zameen Par utara hoga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapne Ki Tarah Aakar Chale Gaye Gamo Ki Neend Sulakar Chale Gaye Kis Bhool Ki Saza Di Humko?? Pehle Hasaya Aur Fir Rulakar Chale Gayeeee
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humne Sapno Ko Door Hote Dekha Hai, Jo Mila Nahi USE Khote DekhaHai, Log kehte hai ke RAAT Ko OSGirti Hai, HUMNE Phulo Ko Akele Me ROTE Dekha ha
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Hum Se Baat Nahi Karte , To Na Kare , Haal Sara Unke Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhen, Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath, Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhen,
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maray Chara Gar Tujhay Kya Khabar K Ajab Hain Ishq K Mamlay Na Hi Mari Basat Hy Iss Qarar K Main Us Ko Dil Sy Nikal Kar Kisi Aur Dar Ka Gada Banon Na Yeh Taray Bass Ki Hi Bat Hey K Maray Dard Ki Tu Dava Kary K Maray Dard Ka Jo Ilag Hy Tari Puhach Tari Basat Sy Tari Sooch Sy B Hy Mawra
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muddton Ke Baad Aaj Fir Us-se Supne Mein Mulaqat Ho Gayi, Badi Der Se Aankhein Sookhi Thi Aaj Fir Barsaat Ho Gayi. Kaise Bhoolayun Uski Yaadon Ko Is Dil Se, Poori Zindagi Se Lambi Aaj Raat Ho Gayi. 21
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Din Hua Hain To Raat Bhi Hogi Ho Mat Udas Khabhi To Baat Hogi Itne Pyar Se Dosti Ki Hain Khudha Ki Kasam Zindagi Rahi To Mulakat Bhi Hogi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Accha Hua Maloom Ho Gaya Apno Ki Mohabbat, Ab Mohabbat Nahi Rahi Warna, Hum To Apna Ghar Bhi Chhod Rahe Thay.. Unke Dilme Rehne Ke Liye..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajab Banaai Ya Rab Tune Ye Khudaai Hai, Ek Shaks Ki Gumshudi Ne Meri Neenden Udaayi Hai, Wo Ho To Jugnu Chamake Hai Meri Raho Me.. Na Ho To Lagta Hai Muskurahat Bhi Saza Me Payi Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch bhi nahi hai aaj kahne ko chand lafzon ke siva, Na ankhon me hai koi jazbat chand ashkon ke siva, Is qadar tod diya usne ki khud ko jod pana mushkil hai, Nahi raha baki kuch b mujhme, chand saanson ke siva..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS