• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ekla mon udaas hole, khoje tomaye sarakkhon.. Hodis jokhon paina tomar, monta kore jalaton. Moner ghore vir kore swapno kato aase jaye., aaj; vije choke ami sudhu tomari apekhaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saath Chalte Chalte Kuch Log Chhod Jaate Hain.. Aazma Ke Humko Door Ho Jaate Hain.. Kya Aap Bhi Shamil Ho Us Bheed Me.. Jaha Log Apna Kehte Hain Fir Bhool Jaate Hain..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhul Jane Ka Bahana Na Bana Dena; Dur Jane Ki Bas Ek Wajah Bata Dena; Khud Chale Jayeng Apki Zindagi Se; Par Jaha Apki Yad Na Aye Wo Jagah Bata Dena..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhe paana hai mujhe aaj nahi to kal Saath dena mera mere Humsafar dukh ho ya sukh ho, paar karlenge har dagar tere pyaar ke sahare kat jayega zindagi ka safar.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Par Kisi Ka Zor Nahi Hota Dil Ki Awazo Ka Shor Nahi Hota Iske Khone Ka Gam Kare Bhi To Kaise Kare Dil Churane Wala Bhi Chor Nahi Hota. kk
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Sagar Nahi Aansu The Mere Jis Par Wo Kashti Chalate Rahe Manzil Mile Unhe Yeh Aarzu Thi Meri Is Liye Hum Aansu Bahate Rahe
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat Pe Naaz Hai To Wajah Teri Mohabbat, Khushiyaan Jo Pass Hai To Wajah Teri Mohabbat, Mai Tujh Se Mohabbat Ki Talab Kaise Naa Karu, Chalti Jo Yeh Saans Hai To Wajah Teri Mohabbat..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • सुकून मिल गया मुझको बदनाम होकर, आपके हर इक इल्ज़ाम पे यूँ बेजुबान होकर... लोग पढ़ ही लेंगें आपकी आँखों में मेरी मोहब्बत, चाहे कर दो इनकार अंजान होकर..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Nahi To College Bekar, Sugar Nahi To Kofi Bekar, Love Nahi To Life Bekar, Sapne Nahi To Sona Bekar, Or Aap Jaisa Dost Nahi To" Zindgi" Bekar..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhar chuke hain sare jakhm bas Bewafi ka jakhm abhi baki hai, mit chuke hain sare Gam Bas Judai ka Gam abhi baki hai, bhula dia hai hamne us Beawafa ko apni yadon se, Bas Mohabbat ke nisan abhi baki hai...ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayd Koi Lgne Lga Hai Apni Jan Se V Pyra, Jisko Dekhne Ka Maan Karta Hai Bar Bar Yaara, Kya Unke Liye V Hun Me Utna Hi Pyra, Jiske Liye Me Shayar Ban Gaya Yara.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gazab kiya, tere wade pe aitabar kiya tamam raat qayamat ka intezar kiya hansa hansa ke shab-e-vasl ashk-bar kiya tasalliyan mujhe de-de ke beqarar kiya hum aise mahv-e-nazara na the jo hosh aata magar tumhare tagaful ne hoshiyar kiya fasana-e-shab-e-gam un ko ek kahani thi kuch aitabar kiya aur kuch na-aitabar kiya ye kis ne jalva hamare sar-e-mazar kiya ki dil se shor utha, hae! beqarar kiya tadap phir ae dil-e-nadan, ki gair kahate hain aakhir kuch na bani, sabr ikhtiyar kiya bhula bhula ke jataya hai unko raz-e-nihan chipa chipa ke mohabbat ko aashakar kiya tumhen to vada-e-didar hum se karana tha ye kya kiya ke jahan ko ummidavar kiya ye dil ko tab kahan hai ke ho malandesh unhone wada kiya hum ne aitabar kiya na puch dil ke haqiqat magar ye kahate hain wo beqarar rahe jisne beqarar kiya kuch aage davar-e-mahashar se hai umeed mujhe kuch aap ne mere kahane ka aitabar kiya
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ke is mehfil mein, Naam hai sirf tera, Chahne ke is chahat mein , Pyaar hai sirf tera, Kahoon mein kaise is chahat ko, Tere naam karta hoon main kurbaan is mohabbat ko.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ae khuda mere rishte mein kuch aisi baat ho main sochun usko or wo mere paas ho, meri sari khushiyan mil jayen usko, ek lamhe k liye bhi agar wo udaas ho.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insan Tab Samjhdaar Nahi Hota Jab Wo Badi Badi Baatein Karne Lage, Balki Samjhdaar Tab Hota Hai, Jab Wo Chhoti Chhoti Baatein Samjhne Lage..!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Ki Raah Mein Taaron Ki Kaman Roshan Hai Chand Mein Kon Hai Yeh Kiska Makaan Roshan Hai, Jisko Dekho Mere Maathe Ki Taraf Dekhe Dard Hota Hai Kahan Aur Kahan Roshan Hai, Yaad Jab Kabhi Ghar Ki Aati Hai Toh Lagta Hai Raat Ki Raah Mein Sishe Ka Makaa Roshan Hai, Chand Jis Aag Mein Jalta Hai Usi Shole Se Barf Ki Waadi Mein Kuhre Ka Dhuan Roshan Hai, Subah Se Dhund Rahe The Ki Kahan Hai Suraj Ab Najar Aaye Ho Toh Sara Jahan Roshan Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasane ke bad kyun rulati he duniya , jane ke bad kyun bulati he duniya, zindegi me kya kai kasar baaki thi , jo mar jane k bad jalati he duniya
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Baate Keh Kar Bhi Log Unsuni Kar Dete Hain.. Kuch Baate Bina Kahe He Ankho Se Padh Lete Hain.. Kya Khel Bnayia Hai Bnane Wale Ne Bhi.. Kuch Toh Deewano Ki Tarah Chahtye Hain.. Aur Kuch Log Be-Parwah Ho Kar Satatye Hain..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Paas Aa Zara Dil Ki Baat Bataau Tujhko.. Kaise Dharakta Hai Dil Awaaz Sunaau Tujhko.. Aake To Dekh Dil Pe Naam Likha Hai Tera.. Agar Tu Kahe To Dil Cheer Kar Dikhaau Tujhko.. Jitna Jalaaya Hai Tu Ne Pyar Me Mujhe.. Dil To Karta Hai Mai Bhi Utna Jalaau Tujhko..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS