Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke
Fasle Nhi Badte Dur Hone
Se Ehsas Nhi Marte Kuch
Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare
Beech Lekin Aisa Koi Pal
Nhi Jab Hum Apko Yad Nhi Krte.
"Zindgi Se Jo Lamha Mile Use Chura Lo"
"Zindgi Pyar Se Apni Sja Lo"
"Zindgi U Hi Gujar Jayegi-bas Kabhi Khud Haso Kabhi Rote Huye Ko Hasa Do"suppose I"
Jitna Bhi Kiya Tune Mujhse
Sikwa Hum Tere Aur Kareeb
Hote Chale Gaye Socha Ki
Riha Ho Tu Mere Daman Se
Par Har Lamha Teri Yaad Me
Mere Ashq Mujhe Bhigote Chale Gaye.
Wo pahelwan stadium ki shaan , wo chowk ka jaam,wo police line ki hawa, wo takiya ki shaam, wo padmalaya ke
samose, wo mahaveer wale ke dose, wo v-mart ka
crowd, hai azamgarh par proud, wo jyoti niketan ki
kudiya, wo children ki phuljhadiyan, wo shibli ke sadke, jahan kitno ke dil dhadke.. wo kumar
coaching se nikle G.F, jane kitne banna chahte unke
husband ..wo dosto ki baate , aise hi hain hamare AZAMGARH ki yaadein !
PA1
Phool Sa Kuch Kalaam Aur Sahi
Ek Ghazal Uske Naam Aur Sahi
Uski Zulfein Bahut Ghaneri Hain
Ek Shab Ka Kyam Aur Sahi
Zindagi Ke Udas Kissey Hain
Ek Ladki Ka Naam Aur Sahi
Kursiyon Ko Sunaiye Ghazalein
Katal Ki Ek Sham Aur Sahi
Kampkpati Hai Raat Seene Mein
Zeher Ka Ek Jaam Aur Sahi
Zindagi Ke Rahoo Main Na
Jaane Kaise Kaise Mod Aate
Hai, Kuch Rishte Bante Hai,
To Kuch Toote Chale Jaate
Hai, Kuch Logn Hote Hai Yaad
Karte Hai Umar Bhar, Aur Kuch
Pal Bhar Main Bhool Jaate Hai!
मुहब्बत मिल जाएगा
रेत पानी में उस वक्त घुल जाएगा
इस जमाने में जब मुहब्बत मिल जाएगा
हम ये कोशिश कई बार दुहराते तो हैं
पर किताबों से ये दिल क्या बहल पाएगा
unki ek yaad bechan kar jati hai
har cheez me unki surat nazar aati hai.
Aisa hal kiya unhone pyar me hamara
ke nind aati hai to ankhen bura maan jati h.
Tu kahe to sare dard bhul k v muskura du...
tu kahe to apne ashk tak sukha du...
teri khusi me hi ab sari khusi hai meri...
tu kahe to apna dil tak jala du...