• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Akela hai dil aur use aati hai kisi ki yaadein Har pal hum sochte hai unki kahi har baatein Palko pe saji hai unse har ek mulakaatein Kyuki unse hi toh milti thi hume sabse hasin saugaatien.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Paas Aap Ka Ghar Bana Liya Khwabo Me Aap Ko Basa Liya Mat Puchho Kitna Chahte Hai Hum Aap Ko Aap Ki Har Khata Ko Apna Mukaddar Bana Liya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere Bin Meri Zindgi Paraai Hai Tu Kyu Rutha Meri Aankh Bhar Aayi Hai, Humko To Duniya Buri Kehti Hai, Tum Bhi Keh Do To Kya Buraai Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Najane kaun teri khusbu , mere sanso me basi hai, tere ek ahat se bs, mera dil tadap uthata hia, jab yaad tumahi ati hai...........miss u
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Sach Unki Yaad Raat Ko Sone Nahi Deti, Raat Ko Ek Becheini Satati Hai. Tadapate Hai Unki Yaad Me Hum Aur Dard Dil Me Jagati Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ekla mon udaas hole, khoje tomaye sarakkhon.. Hodis jokhon paina tomar, monta kore jalaton. Moner ghore vir kore swapno kato aase jaye., aaj; vije choke ami sudhu tomari apekhaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Jo So Gaye, To Khawaab Hamaara Aayega, Ek Pyar Bhari Muskaan, Aapke Chehre Par Laayega, Khidki Darwaaje Dil Ke, Khol Ke Sona, Warna Aap Hi Batao, Hamaara Khawaab Khan Se Aayega…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rehne de aasma zamin ki talash kar, sab kuch yahi hai na kahi aur talash kar, har arzu puri ho to jine ka kya maza, jine k liye bas 1 kami ki talash kar.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khud Se Pyar Kabi Kiya Nahi, Aapke Siva Kisi Ko Ye Haq Diya Nahi, Mushkil Me Aap Ne Hume Akela Kar Diya, Roshni Ka Khwab Dikhakar Andhera Kar Diya..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch nasha aap ke baat ka he kuch nasha dhimi barsat ka hai hame aap youhi sarabe mat kahiye ye dil ko pahle aapse mulakat toh kehne degeye. By HARERAM
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Roz Aadhi Raat Ko Koi Sapna Aa Jaata Hai.. Fir Soona Mushkil Ho Jaata Hai.. Rab Ki Kasam Maine Pyar Nahi Kiya.. Ye Pyar To Apne Aap Ho Jaata Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ऐसा नहीं कि आप याद आते नहीं खता सिर्फ इतनी है कि हम बताते नहीं रिश्ता आपका अनमोल है हमारे लिये समझते हो आप इसलिये हम जताते नहीं Sweet
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Ki Ghadi Mein Kabhi "Petrol" Nahi Hota. Pyar Ke Safar Mein Kabhi "Punchar Nahi Hota. Pyar To Wo Ghadi Hai, Jism Tisra Koi "Passenger" Nahi Hota...!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lage na nazar is rishtey ko zamane ki, Pade n zaroorat ek duje ko manane ki, Aap n chodna dosti ka saath, Hamari bhi tamanna hai maut tak dosti nibhane ki!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log har manzil ko mushkil samajhte hai, ham har mushkil ko manzil samajhte hai. Bada fark hai log aur hamare nazarie me, log dil ko dard aur ham dard ko dil samajhte hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unki Ek Muskaan Pe Chaand Bhi Sharmaata Hai.. Isliye To Kabi Kabi Parde Me Chhup Jaata Hai.. Aur Aata Hai Chupke Chupke Dabe Pau Raat Me.. Jab Mera Mehboob Gehri Neend Soo Jaata Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Hi Chehra Aankhon Me Basa Hai, Tera Hi Naam Dil Ke Falak Pe Likha Hai, Yun Na Chupa Pallu Se Apne Chehre Ko, "Lohan" To Sirf Teri Jhalak Pe Mita Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhary KHAWAB sajany main lutaf atta hay K apna ap JALANAY main lutaf atta hay Khuda sy apnay leay MANGTA hon jb tum ko Mujhe yeh HATH uthany main lutaf atta hay
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun Nazar Ki Baat Aur Dil Chura Gaye, Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye, Hum To Samjhe The “Ajnabi” Aapko, Aap To Hume Apna Bana Gaye
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samne na ho to tarsti hai ankhen, Bin apke bahut barasti he ankhen, mere liye nahi inke liye sms kar do, Q ki apka sms bade pyar se padhti hai aankhe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS