• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Muze Pyar Dikhana Nahi Aata, Baato Ka Jaal Banana Nahi Aata, Kash Wo Samajh Jate Bin Kahe, Muze Mohobbat Ko Lafzo Me Kehna Nahi Aata....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat me hum mashoor kya huwe, Har harkat humari deewangi lagne lagi. Lafz jo nikle haal-e-dil ka bayan karne, Zamane ko har wo baat shahyari lagne lagi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasrat hai aapko pane ki aur koi khowaish nhi is diwane ki,sikwe tumse nhi hai mujhe khuda se hai,kya zarurat thi tumhain itna khubsurat banne ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is bebas dil ki tanhai ko kaun jane kaun samjhe is dil ki fariyaad ko ab to intezaar hai us pal ka jab ye dhadkane chahe ruk jane ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ruth jao kitna bhi mana lenge, Dur jao kitna bhi bula lenge Dil aakhir dil hai sagar ki ret to nhi Ki naam likh kar usse mita denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जीना सरल है, प्यार करना सरल है, हारना और जीतना भी सरल है, तो फिर'कठिन'क्या है? 'सरल'होना ही बहुत "कठिन"है!"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapna Ek Lekin Mushkil Hazar Hai, Tanhai Or Gam To Mere Bachpan Ke Sathi Hai, Ab To Ye Dil Maut K Liye Bhi Taiyar Hai, Q Ki Is Zindagi Me Hame Bewafao Se Pyar Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch yaden yaad rakhna, Kuch Baten Yaad Rakhna, Ham umra Bhar sath Rahen Ya Na Rahen, Par Ham Sath The Kabhi, Ye Umra Bhar Yaad Rakhna...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gesu-e- tabadar ko aur bhi tabadar kar hosh-o-khirad shikar kar qalb-o-nazar shikar kar tu hai mahit-e-bekaran main zara si aabaju ya mujhe ham-kinar kar ya mujhe be-kinar kar main hun sadaf to tere hath mere gohar ke aabaru main hun khazaf to tu mujhe gauhar-e-shahawar kar nagma-e-naubahar agar mere nasib mein na ho is dam e nim soz ko tairak-e-bahar kar ishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab mein ya tu khud aashakar ho ya mujh ko aashakar kar bag-e-bahisht se mujhe hukm-e-safar diya tha kyon kar-e-jahan daraz hai ab mera intazar kar roz-e-hisab jab pesh ho mera daftar-e-amal aap bhi sharmasar ho, mujh ko bhi sharmsar kar
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ae khuda meri ibadat ka maan rakhna, chahe mujhe her kushi pane me nakam rakhna, mere dost ko mile muh mangi kushi, chahe uske liye girwi meri jaan RAKHNA...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Raat Ek Naam Yad Ata Hai; Kabhi Subah Kabhi Sham Yad Ata Hai; Jab Sochte Hai K Karle Dusri Mohabbat; To Pehli Mohabbat Ka Anjam Yad Ata Hai... :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arzoo Teri Nigaahon Me Doob Jaane Ka Hai.. Maqsad Teri Baahon Me Samaana Ka Hai.. Bas Ab Dunia Ko Bhula Dena Chaahti Hu.. Dil Ki Bataau To Iraada Mohabbat Me Mar Jaane Ka Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum nay is aas pay derwaza khula rakhha hay Aaj aa jao jo milnay to koi baat banay Kitni ratoun say yunhi jaag rahay hain tunha Apnay pahlu may sullao to koi baat banay Hum to is raat ki syahi ka maza chahtay hain Apni zulfoo ko jo phalaoo to khuch baat banay Hum to chahtay hain teri ankh ka kajal
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni Nazro Se Sawal Kiya He Usne, Har Lamhe Ko 1 Saal Kiya He Usne, Tumhi Batao Me Call Use Keise Karu, Ankho-Ankho Se Miss Call Kiya He Usne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajmati hai jindagi usi ko, Jo kathin rasto par chalana janta hah. Jindagi me jeet usi ki hnti hai. Jo sub kho kar bhi musakarana janta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ham v bedardi us wafa ko leke j rahe h dosto gaur farmaiega ham v bedardi us wafa ko leke j rahe h dosto kya kare us husne ibadat ne jo hamari halat hi kuch aisi kar di h....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zameen Me Kuch Nami Si Thi, Ful Ke Aanchal Me Kuch Bhi Kami Si Thi, Meri Mohabbat Ko Thukrane Wale, Ye To Bata De Ki Meri Mohabbat Me Kami Kya Thi.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajib lagti he shaam kabhi kabhi Jindagi lagti he bejaan kabhi kabhi Samajh aaye to hume bhi batana Q karti he yaade pareshaan kabhi kabhi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Rooth Jao Muj Se, Aesa Kabi Na Karna. Main Ek Nazar Ko Tarsoon, Aesa Kabi Na Karna. Main Pooch Pooch Haroon, So So Sawal Kar K. Tum Koi Jawab Na Do, Aesa Kabi Na Karna. Muj Se Hi Mil K Hansna, Muj Se Mil K Rona. Muj Se Bichhar K Jee Lo, Aesa Kabi Na Karna. Tum Chand Ban K Rehna, Main Dekhta Rahon Ga. Kisi Roz Tum Na Niklo, Aesa Kabi Na Karna. Tum Chaley Jao Jab Bhi, To Dekhon Tumhara Rasta. Tum Lot K Na Aao Aesa Kabi Na Karna...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS