Yadon Ko Teri Hum Piyaar Kartay Hain
Tabhi Jaan B Tum Pr Nisaar Kartay Hain
Kuch Likh Bejhna Mere Dost
Sirf Ek Aap K Hee Tou Sms Ka Intizar Kartay Hain…
Kabhi Shaam Dhale To Mere Dil Mein Aa Jaana
Kabhi Chaand Khile To Mere Dil Mein Aa Jaana
Magar Aana Is Tarha Tum Ke Yahan Se Phir Na Jaana
Kabhi Shaam Dhale To Mere Dil Mein Aa Jaana
Kabhi Chaand Khile To Mere Dil Mein Aa Jaana.
Khwaish Thi Meri Apna Rutha Yar Manane Ki,
Uske Daman Me Tut Kr Bikhar Jane Ki,
Jab Pahunche Uske Angan Me To Dekha,
Wo Dua Kr Rhe The,
Khuda Se Humse Door Jane Ki.
Sanso ka pinjra kisi din toot jayega,
Phir musafi kisi raah me choot jayega,
Abhi sath hai to do baaten karlo,
Kya pata kab mukaddar humse ruth jayega...iii
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi,
Kisi aur ko hum apna kahte nahi,
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein,
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi…
फर्क होता है खुदा और फ़कीर में...
फर्क होता है किस्मत और लकीर में..
अगर कुछ चाहो और ना मिले तो समझ लेना की कुछ और अच्छा
लिखा होगा नसीब में.......
सुप्रभातम..................
meri to duniya hi tumse thi phir kyu sath chod
diya mera
aapke har kadam mai sath dene wala dost bhi mai
hi tha
aapko khud se jyada pyar karne wala bhi mai hi tha
Raat Ki Raah Mein Taaron Ki Kaman Roshan Hai
Chand Mein Kon Hai Yeh Kiska Makaan Roshan Hai,
Jisko Dekho Mere Maathe Ki Taraf Dekhe
Dard Hota Hai Kahan Aur Kahan Roshan Hai,
Yaad Jab Kabhi Ghar Ki Aati Hai Toh Lagta Hai
Raat Ki Raah Mein Sishe Ka Makaa Roshan Hai,
Chand Jis Aag Mein Jalta Hai Usi Shole Se
Barf Ki Waadi Mein Kuhre Ka Dhuan Roshan Hai,
Subah Se Dhund Rahe The Ki Kahan Hai Suraj
Ab Najar Aaye Ho Toh Sara Jahan Roshan Hai…
Aapse kaha nahi kuch humne.
Magar ahista ahista aapke lafzon per aetebaar karne lage hain.
Aapka dil dharaktha hai tho.
Ahista ahista humme wo dharkane sunaaye dene lagthi hain.
Aapki aankhon mein jo mohabbat hai.
Ahista ahista wo humme nazar aane lagi hai.
Ae dost zindagi bhar mujhse dosti
nibhaana,
dil ki koi bhi baat humse kabhi na
chupaana,
sath chalna mere tum dukh sukh
mein
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta
dikhlaana…
Taazi Hai Ab Bhi Us Mulaaqat Ki Khushbu,...
Jazbaat Me Dube Howe Lamhat Ki Khushbu
Jis Phul Ko Pal Bhar K Lye Thaam Liya Tha
Muddat Se Haathon Me Hai Usi Gulaab Ki Khushbu...
Jab bhi dill mein koi vichar aata hai ,
Mera dill khamosh hokar rah jata hai.
Koi sab kuch keh kar pyar jatata hai,
Aur koi kuch na keh kar bhi sabh kuch keh jata hai.
Mujhe Kisi Ne Bewafa Ka
Naam Diya, Saathi Ne
Jaise Zeher Ka Jaam Diya,
Jo Kabhi Kaha Karte They,
Bhula Mat Dena, Unhone Hi
Bhool Jaane Ka Paigaam De Diya.