Aap agar hum ko mil gaye hote
bag mein phul khil gaye hote
aap ne yun hi ghur kar dekha
honth to yun bhi sil gaye hote
kash hum aap is tarah milate
jaise do waqt mil gaye hote
hum ko ahal-e-khirad mile hi nahi
varana kuch munfail gaye hote
us ke aankhen hi kaj-nazar thin “adam”
dil ke parde to hil gaye hote
Hum To Sirf Aapki Baat Kiya Karte Hain..
Har Dharkan Pe Aapka Naam Liya Karte Hain..
Aap Ho Hume Apni Jaan Se Bhi Pyaare..
Tabhi To Waqt Bewaqt Aapko Yaad Kiya Karte Hain..!
Kahate ho na denge hum dil agar pada paya
dil kahan ki gum kije hum ne muddaa paya
ishq se tabiat ne zist ka maza paya
dard ke dawa pai dard-e-bedava paya
dostadar-e-dushman hai etimad-e-dil malum
aah beasar dekhi nala narasa paya
sadagi-o-purkari bekhudi-o-hoshiyari
husn ko tagaful mein juraat aazama paya
guncha phir laga khilane aj hum ne apna dil
khoon kiya hua dekha gum kiya hua paya
hal-e-dil nahi malum lekin is qadar yani
hum ne barha dhundha tum ne barha paya
shor-e-pand-e-naseh ne zakhm par namak chidaka
aap se koi puche tum ne kya maza paya
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya,
Ek mod talak to saath diya ek mod pe lake chhod diya,
Khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya,
Ek mod pe aake mil bhi gaye ek mod pe aake bichhad gaye
Us mod talak to saath diya is mod pe lake chhod diya,
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya.
Tum Milo Na Milo,
Milne Ka Gham Nahin,
Tum Paas Se Nikal Jaao,
Toh Milne Se Kam Nahin,
Maana Ke Yumhe,
Kadar Nahin Humaari,
Par Un Se Puchho,
Jinhe Haasil Hum Nahin…
Bade Sambhal Kar Rakhe The Kadam Humne,
Unke Saaye Ko Bhi Bachaane Ke Liye.
Par Aaj Apna Hi Saaya Saath Chod Gaya,
Humein Tanhai Ka Ehsaas Dilaane Ke Liye.
Ruke The Hum Har Moad Par,
Unke Intezaar Ke Liye.
Aaj Chod Gaye Hain Woh Ek Naye Moad Par,
Zindagi Bhar Intezaar Karwaane Ke Liye
Bahut Khushiyan Hain Aas-Pass,
Mujhe Khush Karne Ke Liye.
Phir Bhi Koi Wajah Doondhta Hoon,
Shaayad Main Muskuraane Ke Liye.
Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon
Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon Roshan Roshan
Jis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon
Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan
Rone Ki Saja Hai Na Rulane Ki Saja Hai,
Ye Dard Kisi Shqs Ko Pane Ki SaJa Hai,
Dubi Hai Meri Ungliya Khud Apne Hi Lahu Me,
Ye Kaach Ke Tukdo Ko Uthane Ki SaJa Hai.
Ek Hi Khwaab Ko Aankho Me Kayi Bar Sajaya Maine,
Apne Hi Ashkon Se Phir Us Khwaab Ko Mitaya Maine,
Raah Ke Jis Mod Par Badal Gayee Thee Manzile Meri,
Aaj Phir Ussi Raah Par Kadam Ko Uthaya Maine ..!!!!
Har Tarf Ap Ki Yaadon Par Laga Kar Pehray
Gi Kara Kar Ke Main Betha Tha Ke Mat Yad Aye
Naghan Aur Kisi Baat Pe Dil Aesa Dukha
Main Bahut Roya Muje Aap Bahut Yaad Aye
Mehekti hawa ye kehli h pyr karle
madhosh fiza ye kehti h izhar karle
par in gharwalo ko kaun samjhaye?????
Kehte h pehle 12th to pass KARLE...........
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere jaan se ek mulakat baki hai
Par pee kar bhi yaad aayi tuItni si baat par chod gayi..Jaana hi tha to aayi kyuJeena mera asaan karTu milke ye ehsaan karYaad teri satati haiAb aaja baat maan kar..Jab jab tu chali jati haiAisi nami chha jaati haiJaise gir pade ho badal mujh parEk aanch dil pe aa jati hai..Jab aankhein band hoti haiBas tu sath hoti haiTere yaadon ke takiye peBas raat meri soti hai, soti hai..