• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kash Hum Aapka Gussa Hote, Harpal Aapke Saath Reh Paate, Kabhi Itarate, Kabhi Ruth Jate, Kabhi Apne Aap Me Kho Jate, Par Zindagi Bhar Apke Kareeb To Reh Paate…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kehte rahe wo pyar hai tumse, Kisi aur se dil laga baithe, Kehte rahe wo rahenge humare,Lekin kisi aur se vivaah kar baithe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "मेरी चाहत ने उसे खुशी दे दी, बदले मे उसने मुझे खामोशी दे दी. खुदा से दुआ माँगी मरने की, लेकिन उसने भी तड़पने के लिए ज़िंदगी दे दी."
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon Me, To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chhod Denge. Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chhod Denge. Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko, Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chhod Denge!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Beqadar Hogaye Hain Kuch Dost Hamare, Jo Hamari Zarurat Tak Mehsoos Nahi Karte, Kabhi Bohat Batien Kiya Karte The Hum Se, Ab To Yaad Tak Nahi Karte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo palpal chalti rahe, use zindagi kehte hai, jo harpal jalti rahe, use roshni kehte hai, jo palpal khilte rahe, use mohabbat kehte hai, jo saath na chode, use dosti kehte hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aakhen band krun to chehra tumhara ho, Ankhe kholu to nazaara tunhara ho, Tum mujhme aisi samayi ho, Hum tumhare ye dil tumhara hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat ki shuruaat need se hoti hai, neend ki shuruaaat sapno se hoti hai, sapno ki shuruaat apno se aur apno ki shuruaat aap se hoti hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hosh Mein Aaye Hue Toh Zamana Beet Gaya.. Lekin Phir Bhi Bahosh Khud Ko Paate Hain.. Arshon Se Beeta Rahe Hain Zindagi Iss Duniya Mein, Lekin Hamesha He Khud Ko Tanha Paate Hain.. Ab Toh Hume Dar Lagta Hai Lambi Umar Se Bhi.. Itna Duniya Ne Ne Sataya Hai Hume.. Log Toh Mout Se Dara Karte Hain.. Lekin Hume Toh Zindagi Ne He Daraya Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Gum Ki Aadhiya Mujhe Lut Chuki Hogi, Meri Saase Daman Se Chhut Chuki Hogi, Tera Aana Ya Na Aana Kya Mayne Rakhta Hain, Jab Maiyat Mere Ghar Se Uth Chuki Hogi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rato ka nind aur din ka chain kahi kho gaya hai, har koi puchata hai tujhe kya ho gaya hai, mai unhe kaise batau ki mujhe apse pyar ho gaya hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi me hr dum HASTE raho, Hasna zindgi ki jarurat h, Zindgi ko is ANDAZ me jiyo k, Mano aisa lge apko takdir ki nhi Takdir ko apki jarurat he.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log Kehte Hain Har Rishta Nibhana Mushkil Hai Dil Mein Jo Bas Jaye Use Bhul Pana Mushkil Hai Hum Kehte Hain Pyar To Sirf Ek Ehsaas Hota Hai Par Us Ehsas Ke Saath Zindagi Gujarna Mushkil Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi bhut kuch sikhati hai, Thoda rulati hai thoda hasati hai, Khud se jyda kisi pe bharosa mat karna, Kyunki andhere mai to parchai bhi sath chod jaati hai...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phir kahin door se ik baar sada do mujko, Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko, Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai, Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaash koi hum par bhi itna pyaar jatata piche se aakar wo hamari ankho ko chupata, hum puchte ki kaun ho tum? Wo has kar khud ko hamari jaan batata.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jati nhi aankho se surat teri. Na jati he dil se muhbbat teri. Tere jane ke bad hota he mehsus yu. Hume or bhi jyada he zarurat teri.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aao kisi shab mujhay Toot k bikhrta dekho, Meri ragon me zehar judaika utarta dekho, Kis kis ada se tujhe manga hai RAB se, Aao kabhi mujhay sajdon me sisasktay dekho, Teri talaash mein hum ne khud ko bhi kho dia hai, Mat aao saamne mgar kahin chup k mujhay tarapta dekho, Tere hijr k gehre sagar mein utar gaye hum, Aasra na do pyar ka kinare pe aao mujhe doobta dekho, Shayad meri rooh ki jalan mehsoos ho tumhein, Bhri barsaat mein mere ghar ko jalta dekho…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamesha der kar deta hun main har kaam karne mein Zaruri bat kahni ho, koi wada nibhana ho Use awaz deni ho, use wapas bulana ho Hamesha der kar deta hun main k k
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS