dil ka aalam kiya hai..
tujhko pata nahi...
meri haalat kiya hai..
tujhko ko pata nahi...
chhup chhup ke
rote hai teri yaad me...
kitne aansu bahte hai,
mujhko bhi pata nahi...
Humai Bhi Pyar Karne Ka
Khyal Aya Jab Bhi Khayal
Aya Khud Ko Akela Hi Paya
Dhoondte Rahe Is Duniya Main
Humsafar Kisi Ko Dhokebaj
To Kisi Ko, Bewafa Hi Paya.
Aap ki chahat se ikraar na karte
aap ki kasmoo ka itebaar na karte
Agar pata hota HuM sirf mazak hai aap ke liye
kasam se JAAN De dete par peyaar na karte.!!
Sara Jaha Hai Uska Jo Muskurana Sikh Le.
Roshni Hai Uski Jo Shama Jalana Sikh Le.
Har Gali Me Mandir,
Har Raah Me Masjid Hai.
Par Ishwar Hai Uska Jo Sir Jhukana Sikh le.
Kisi Ka Yakeen Paana Asaan Nahi Hota..
Har Koi Dil Ka Mehmaan Nahi Hota..
Hum To Unko Bhi Rakhte Hain Apni Palko Pe..
Jinko Humse Baat Karne Ke Liye 2 Minute Ka Bhi Time Nahi Hota..!
Usko Chaha Bhi To Izhaar Karna Na
Aaya, Kat Gayi Umar Saari Humein
Pyaar Karna Na Aaya Usne Manga
Bhi Agar Kuch To Zindagi Mangi Aur
Humne Inkaar Bhi Karna Na Aaya!
Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai,
Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya HaiJudai,
Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim,
Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi…. . . . . Lonely aman
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the
Yaad unhe din-raat kiya karte the
Ab un raahon se guzra nahi jaata
Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the..ii