Kabhi Khamoshi Bhi Bahut Kuch Keh Jati Hai,
Tadpane Ke Liye Yaad Reh Jati Hai,
Kya Fark Padta Hai Wills Ho Ya Gold Flake,
Jalne Ke Baad Sirf Raakh Hi Reh Jati Hai.
Dard Ko Bhi Ab Dard Hone
Laga Hai, Dard Seene Mein
Chup Kar Roone Laga Hai,
Na Roye Hum Kabhi Dard Ko
Dekh Kar, Par Ab Dard Humein
Dekh Kar Rone Laga Hai.
Gamo Mai Bhi Muskurana Chahta Hu Mein
Ek Nayi Duniya Basana Chahta Hu Mein
Magar Na Jane Kyon Nikal Ate Hain Ansoo
Jab Bhi Tumhe Bhulana Chahta Hu Mein!iii
Mohabbat Ki Saza Bemisaal
Di Usne..
Udaas Rehne Ki Aadat Daal
Di Usne..
Jab Mere Jism Par Wo Apna
Diya Zakhm Dekh Chuka..
To
Janbuz Kar Mere Zakhmo
Par
Kaanto Ki Shawl Daal Di Usne..!
Tu Ajnabi Sahi Koi Rishta Jarur Hai,
Maine Kisi Jagah Tujhe Dekha Jarur
Hai.. Ye Aur Baat Hai Tu Milta Nahi
Hume, Lekin Hamare Pas Tu Rehta
Jarur Hai.. Hum Hi Samajh Na Paye
To Tera Kasoor Kya..? Kuch Khamosi
Ke Lab Se Tu Kehta Jarur Hai!
MITTI MERI KABRR SE CHURA RAHA HAI KOI
MAR KE BHI AB HUME YAAD AA RAHA HAI KOI
YA KHUDA IK PAL KI ZINDAGI AUR DE MUJHE
UDAAS MERI KABRR SE JAA RAHA HAI KOI.
Har taraf khamoshi ka saya hai,
zindagi me pyar kisne paya hai,
hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai,
"dekho aaj phir peekar aaya hai."
Ek Hi Khwaab Ko Aankho Me
Kayi Bar Sajaya Maine, Apne
Hi Ashkon Se Phir Us Khwaab
Ko Mitaya Maine, Raah Ke Jis
Mod Par Badal Gayee Thee
Manzile Meri, Aaj Phir Ussi
Raah Par Kadam Ko Uthaya Maine!
Woh Aam C Shaam Thi Jab Juda Hue The Hum,
Na Toot Kar Pyar Kiya Or Na Ro Sake Hum,
Use Pane Ki Kosis To Bohat Ki,
Magar Na Paya Use Or Na Kho Sake Hum,...,.
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat hai aap mein,
Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…
Kuchh Baatein Karke Wo Hume
Rula Ke Chale Gaye, Hum Na
Bhulenge Ye Ehsas Dila Ke
Chale Gaye, Aayenge Kab Wo
Ab To Ye Dekhna Hain Saari
Umar Bujh Rahi Hain Wo Aag
Jise Jala Ke Chale Gaye.
Yun durr rehkar duriyon ko badhaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khayal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.
Swee2
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai,"
Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaaz Hota Hai,"
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki,"
Har Kisi Ko Apne Pyar Pe Naaz Hota Hai."
Swee2