Unki yaad dil se bhulai nahi jati,
Yeh dil ki dolat roz lutai nahi jati,
Kis muh se kahte ho ki unhe hum bhul jaye?
Yeh pyaar ki duniya hai,
Roz basai nahi jati. Sweet
Dil hi dil mein kuch chupati hai wo,
Yaadon me aksar chain churati hai
wo,
Khwabon me ek ehsaas jaga rakha
hai,
Band aankhon mein ashq banke
tadapti hai wo
Kaanch Ka Tohfa Na Dena Kabhi Kisi Ko
Rooth Ke Log Aksar Tod Diya Karte Hain
Jo Bahut Acha Ho Use Jayda Pyar Mat Karna
Ache Log Hi Aksar Dil Tod Diya Karte Hain
Ishq ne hame benaam kar diya,
Har khushi se hame anjaan kar diya,
Hamne to kabhi nahi chaha ki
Hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame
Nilaam kar diya...........
क्रोध का अपना पुरा खानदान है ॥ क्या आपजानते है ??? :•~ क्रोध की एक लाडली बहन है – जिद ॥ :•~ क्रोध की पत्नी है – हिंसा ॥ :•~ क्रोध का बडा भाइ है -अहंकार ॥ :•~ क्रोध का बाप जिससे वह डरता है – भय ॥ :•~ क्रोध की बेटीया है – निंदा
Tum haseen ho to hum bhi kuch kam nahi
Tum mehlo ki ho to hum bhi sadko ke nahi
Pyaar kar ke kehti ho ke shaadi shuda hoon
Kaan khol kar sun lo Kunware hum bhi nahi.
Sari Umar Ankho Me Ek Sapna Yaad Raha
Sadiyan Beet Gayi Par Wo Lamha Yaad Raha
Na Jane Kya Baat Thi Unme Aur Hamme
Sari Mehfil Bhul Gaye Bus Wohi Ek Chehra Yaad Raha
Har waqt jiska khayaal rehta hai
vo toh mere dil ke paas rehta hai
mil jata hai sakoon jiski ek jhalak se
uska haqeqat mein hi nahin sapno mein bhi intezaar rehta hai
Dil Ki Batein Aakhon Se
Kahi Jati Hai, Bol Dhadkan
Se Sune Jate Hai, Aap Toh
Nadan Hai Jo Saaf Sunna
Chahte Hai, Ishq Ke Jazbat
Toh Sirf Mehsoos Kiye Jate H