Dil Ke Kitaab Ka Panna
Churaa Le Gya Tum, Aankho
Se Nind Udha Le Gya Tum,
Tere Yaad Me Tadpne Ke Aadat
Na Thi Mujhe, Apne Yaadon
Se Tadpana Sikha Gya Tum!
Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala
Kya kahen kitney marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
Unse Pyar Kare Ya De Ye Dil Nikal
Unse Izhar Kare Ya Chhod De Unka Khayal
Unpe Fida Ho Jaye Ya Ho Jaye Unse Juda
Dil Ki Ye Kashmakash Ab Tu Hi Suljha Mere Khuda.
Tum Bin Jo Hum Mehsoos Karte Hain..
Agar Tum Tak Pauch Jaaye To Bas Itna Samajh Lena..
Ki
Ye Un Jazbon Ki Khusboo Hai..
Jinhe Hum Keh Nahi Sakte..
Magar Tum Jo Izazat Do..
To Chand Lafzo Me Mai Keh Du..
Ki
Tum Bin Mar To Sakte Hain
Tum Bin Ji Nahi Sakte..!
Tumhari Har Ada Har Baat Pe Fida Hu Mein
Tumse Bahut Kareeb Hoke Bhi Judaa Hu Mein
Tumhare Chale Jaane Pe Bhi Zindaa Hu Mein
Bas Isi Baat Pe Aaj Sharmindaa Hu Meinnn
Mohabbat phir mohabat hai?
Kabhi dil se nhi jaati,
Hazaron rang hain is k,
Ajab hi dhang hain is k,
Kabhi sehra, kabhi darya,
Kabhi jugnu, kabhi aansu,
Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa k jo rakh day,
Kabhi wo dhoop rakhti hai,
Kabhi ban ker ye ek jugnu,
Shab-e-gham k andheron mein,
Dilon ko aas deti hai,
Kabih manzil kinaarey per,
Piyasa maar deti hai,
Azziyat hi azziyat hai,
Magar ye bhi haqiqat hai,
Mohabat phir mohabat hai,
Kabhi dil se nhi jaati?
Aap Yeh Kyun Chahte Hain Ki Hum Pyar Karein,
Jabki Hum Kisi Se Pyar Karna Nahi Chahte,
Aap Kyun Mangate Hain Dil Hamara Baar Baar,
Jabki Hum Dil Bekarar Karna Nahi Chahte
कुछ ख़याल ऐसे ही मेरे दिल मे आते जाते हैं
कुछ उनकी यादों मे डूबके हम मुस्कुराते हैं l
कभी खो जाते हैं हम उनकी तस्वीर मे और
कभी उन्ही के नाम से खुशी के गीत गाते हैं l
Meri Mohhabat Ka Aisa Fasana Nikla,
Unko Bhi Mujh Par Hasne Ka Bhana Nikla,
Jeete Ji Jis Shaher Main Kadar Na Rahi Koi,
Marne Ke Baad Aashiq Sara Zmana Nikla..
Meri Aankho Me Jo Aansu H
Vo Tumhi Ne Diye, Mere Dil
Jo Gahare Zakhm H Vo Tumhi
Ne Diye, Diya Hi Ky Tohfe
Me Dard Aur Aansu K Siway
Aaj Tak, Jo Bhi Tohfe Mile
Hume Vo Sirf Aur Sirf Tumhi Ne Diye.
sans lena bhi kaisi aadat hai
jiye jana bhi kya ravayat hai
koi aahat nahi badan mein kaheen
koi saya nahi hai aankhon mein
panv behis hain, chalte jate hain
ik safar hai jo bahata rehta hai
kitne barason se, kitni sadiyon se
jiye jate hain, jiye jate hain
aadaten bhi ajeeb hoti hain