Toota Huaa Phool Khushboo De Jata Hai,
Bita Huaa Pal Yaadein De Jata Hai,
Har Shaks Ka Apna Andaaz Hota Hai,
Koi Pyar Mein Zindagi To Koi Zindagi Mein Pyaar De Jata Hai !!
Woh Yeh Samja Keh Hum Ne Use
Bhula Rakha Hai, Yeh Na Jana
Kis Dil Main Chupa Rakha Hai,
Ashk Us Ka Na Chlak Jaye Mere
Ankhoon Se, Ise Dar Se Main
Ne Palkoon Ko Jhuka Rakha Hai.
Har Jagah tera chehra nazar ata hai
Ankho me teri pyar gahera nazar ata hai
Tujhse baat karne ko bada jee chahta hai
Par kya karu tere pas bada pehra nazar ata hai.
Mohabbat woh haseen gunah hai
jise her insaan khushi khushi karta hai,
per mohabbat mein intzaar wo saza hai
jo sirf wo hi karta hai jo sachchi mohabbat karta hai…
Sabse alag sabse nyare he aap,
Tarif kbhi puri na ho,
itne PYARE hain aap,
Aaj pata chala ki zamana Q jalta hai humse,
Kyuki dost toh akhir Hamare he Aap.
aap aaye janab barason mein
hamane pi hai sharab barason mein
phir se dil ke kali khili apani
phir se dekha sabab barason mein
tum kahan the kahan rahe sahib
aj hoga hisab barason mein
pahale nadan the ab huye dana
unako aaya aadab barason mein
isi ummid pe main zinda hun
kya wo denge javab barason mein
Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai. Hum NE apni alag duniya basa rakhi hai. Is yakin ke saath ki ayega aapka reply. Humne apni nazar cell par bichha rakhi hai.
Manzile bahut hain, afsane bahut hain, Zindagi me imtehaan aane bahut hain, Mat karo gila uska jo mila nahi, Is duniya me khus rahne k bahane bahut hain..
Meri Chaahat Se Inkaar Karte Ho..
Chhup Chhup Ke Meri Shayari Padte Ho..
Mai Ise Majboori Samjhu Ya Tumhari Dillagi..
Jo
Mujhme Hi Rehkar Mujhse Hi Parda Karte Ho..!
Kagaz ki kashti thi, pani ka kinara tha.
Khelne ki masti thi, aur dil awara tha.
Kahan aagaye samzdari ki duniya me,wo nadan bachpan hi sabse pyara tha..
इश्क़ और
दोस्ती मेरी ज़िन्दगी के
दो जहाँ है
इश्क़ मेरा रूह
तो दोस्ती मेरा इमां है
इश्क़ पे कर दूँ
फ़िदा अपनी ज़िन्दगी
मगर दोस्ती पे तो मेरा इश्क़
भी कुर्बान है
Apne saaye se bhi ashkon ko chupa kar rona
Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona
Jahan chot khana wahan muskurana
Magar is ada se ke roye sara zamana….