• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Maine dil ki mehfil me baithkar, fir ek bar apna dil jalaya hai, jis pe maine apna sab kuch luta diya, aaj usi ne mere pyar ko, sare-aam jhutlaaya hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabi Mohabbat Karo To Humse Karna.. Dil Ki Baat Zubaan Par Aaye To Humse Kehna.. Na Keh Sako To Ankhe Jhuka Lena.. Hum Samajh Jayenge Tum Kuch Na Kehna..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume Koi Kahe Bura To Bhi Hum Ji Lete Hain, Hum Dua Dekar Unko Apne Hont Si Lete Hain, Hamare Dilme Dard Ho Chaahe Kitna Bhi, Zeher Ka Ye Pyala Chupke Se Pi Lete Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ko Aadat Ho Gai Hai, Choot Khane Ki, Bhigi Palko Sang Muskurane Ki, Kash Pahle Se Pata Hota Anjam Ye Ishq Ka, Koshish Hi Na Karta Dil Lagane Ki..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hm Apna Dard Kisiko Kahte Nhi Wo Sochte Hai Ki Hum Tanhayi Sahte Nahi Ankho Se Aansu Nikle v To Kaise? Qki Sukhe Huye Dariya Kabi BahteNahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Pe Shaq kIYa Na Karo Har Baat Pe Mera Naam LIYa Na Karo Hum Denge Sath Tumhara ZIndgI Bhar Har Kadam Pe Hume AJnabI SamJha Na Karo..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Woh Nahi Jo Tum Ko Gum Me Chhor De, Hum Woh Nahi Joh Tumse Nata Tod De, Hum Woh Hain Ki Agar Teri Saanse Ruk Jaaye, To Tujme Apani Sanse Jor De..!! Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • शायरी लिखना उनका काम नहीं ! जिनके दिल , आँखों में बसा करते हैं !! शायरी तो वो लोग लिखते हैं ! जो शराब से नहीं , कलम से नशा करते हैं !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha, Hazaron me ek humne tum hi ko dekha, Gum dene wale to har pal hai yahan, Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • log pyar dil se nahi chehre se karte hai. Wo dil par nahi sundarta par marta hai. Sundar tao hum nahi par dil ke saaf hai isliye bahut kam log hume pasand krte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ki arzoo hai ke aap se gale mile Ankh kehti ke wo aap ko hi dekhe Intezar kar raha hoon mai kab me Ab aap batae aap kiya kehte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sagar me gahrai hoti hai. Yado me tanhai hoti hai is busy life me kon kisko yad karta hai. Aur agar karta hai to uski yado me sachchai hoti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo keh gaye mera intezar mat krna, Me kahu to bhi mera aitabar mat krna, Ye bhi kaha unhe pyar nahi mujhse Aur ye bhi keh gye kisi Aur se pyar mat krna...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Eid Ka Din Gale Aj To Mil Lay Zalim Zakhm-e Dunya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai Ishq Is Tarah Ke Gustakh Taqazy Na Kare Husn Mazdor Bi, Majboor Bi, Magroor Bi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bikhri hui zulfoon ko apni pehchan bana lo, rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo, kaagaz pe lakeerain to boht kheench li tumne, ab sab ko mila kar meri tasveer bana looo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aye Mere Khuda.. Patthar Ka Agar Tune Unka dil Banaya Tha To Mera Dil Kaanch Ka Na Banaya Hota Agar Unhe Pighalna Nahi seekhaya Tha To Mujhe Hi Sambhalna Seekhaya Hota.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun To Khamosh Hi Rahti Hai Aankhen Agar Samajh Sako To Bahut Kush Kahti Hai Aankhen Kaun Kahta Hai Ki Roi Hai aankhen Rota To Dil Hai Magar Kahti Hai Aankhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sataoge Mujh Ko, Rulaoge Mujh Ko, Mgr Kis Tarah Bhoola Paoge Mujh Ko, Khuda Jane Kya Haal Hoga Tumhara, Jab Kafan Me Lipta Paoge Mujh Ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS