• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Yaro Ki Yari Pe Shak Nahi Krte, Jab KING Bol Rahe Ho To Bak-Bak Nahi Krte. Pareshan Krte Ho Jab KING Busy Hote Hai, Ab KING Free Hai To tum SmS Nahi karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • चाँद के बिना अँधेरी रात रह जाती है साथ कुछ हसीन मुलाकात रह जाती है, सच है जिंदगी कभी रूकती नहीं बस वक्त निकल जाता है और याद रह जाती है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Jane Ke Baad Ek Din Royegi Wo. Gum-E-ishq Me Akele Hi Khoyegi Wo, Yaad Meri Aakar Satati Rahegi Usko, Jish PaL Muje BhooL Kar Soyegi Wo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhar chuke hain sare jakhm bas Bewafi ka jakhm abhi baki hai, mit chuke hain sare Gam Bas Judai ka Gam abhi baki hai, bhula dia hai hamne us Beawafa ko apni yadon se, Bas Mohabbat ke nisan abhi baki hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume Pyar Tha Hum Inkar Na Kar Paye Jamane Ke Dar Se Ikrar Na Kar Paye Mere Marne Ki Khabar Unhe Na Dena Kabhi Vo Hamari Kabar Par Ro Kar Hume Tapadta Na Chor Aayeinnnn
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Ulza Hua Daman Mari Ulzan To Nahi, Jo Mare Dil Me Hai Sayad Tari Dhadkan To Nahi, Sabko Malum Hai Mai Sarabi Nahi, Phir Bhi Koi Pilaye To Me Kya Karu, Sirf Ek Bar Nazro Se Nazre Mile, Aur Kasam Tut Zaye To Me Kya Karu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itne Hasin Khwab Na Dikhao Mujhe Khwabo Ko Ek din Toot Jana Hai Mana Akhri Saans Tak To Main Sath Hu Lekin Sanso Ko Bhi To Ek Din Rooth Jana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Bikhre Sapno Se Aankho Me Nami Hai, Ek Chhota Sa Aasma Aur Umeedo Ki zami Hai, Yu To Bahut Kuch Hai Zindgi Me, Sirf Jo Door Hai Bas Unhi Ki Kami Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nahin Mohtaaj Jevar Ka, Jise Soorat Khuda Ne Di, Ke Kya Khoob Hi Lagtaa Hai, Chaand Bina Gahno Ke, Ghar Mein Aaye Who Hamaare, Khuda Ki Kudrat Hai, Kabhi Hum Unko Kabhi Apne , Ghar Ko Dekhte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • KisiKi ChaHat Par DiLSe AmaL KarNa DiL Na TuTe UsKa,ItNi FiKar Karna Ye ZinDagi Khaas He ApKe LiYe Par Ap JiSke Liye Khas Ho UsKi KaDar KrNa
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ummeed aisi ho jo jeene ko majboor kare, Raah aisi ho jo chalne ko majboor kare, Mahak kam na ho kabhi dosti me, Pyaar aisa ho jo milne ko majboor kare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "आप दिल से यूँ पुकारा ना करो, हमको यूँ प्यार से इशारा ना करो, हम दूर हैं आपसे ये मजबूरी है हमारी, आप तन्हाइयों मे यूँ रुलाया ना करो.."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi se sirf utna hi door hona, Ki use aapki Ehmiyat ka ehsaas ho jaye. Lekin kabhi itna bhi door mat hona, Ki wo aapke bina jeena seekh jaye ....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj kuch Beete huye lamho Se MULAQAT hui Kuch Bhule Huye SAPNO Se Baat hui, "I Miss You" Bolna chaha sbhi Doston Ko,To aap ki hi YAADO Se Shuruvaat hui.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Sath Mil Gaya Ye Jahan Khil Gaya Tujhse Vasta Hua Har Pal Hai Naya Naya Meri Rahein Tu Chahein Tu, Tu Dua Oh My Love Tu Hi Hai Sukoon Tu Hi To Karaar Hai Mera Oh My Love, Be My Love Tu Hi To Karaar Hai Mera Oh My Love....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Bezuban He Kuch Keh Nhi Sakta TEri Khamosi Ek Pal Seh Nhi Sakta, Aap Samaj Jaye Dil Ki Awaz Ko Kyuki Apke Bin Chain Se Wo Reh Nhi Sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Malum Nhi Kaisi Jarurat Nikal Aayi, Us Masum Chehro Ki Sarafat Nikal Aayi, Vo Khush Hain Mohabat Me Barbad Mujhe Kar Ke, Aur Main Khush Hu Ki Uske Ahsan Ki Kimat Nikal Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap udaas udaas se lagte hain, Koi tarkeeb batao manaane ki, Hum toh zindagi girvi rakh sakte hain, Aap keemat toh batayein muskuraane ki...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lekar hum dusro ki hasi kya karen, jo nahi apni wo khushi lekar kya kare, tanha jeene se behtar hai mar jaye hum, par koi apni duaon me hamari lambi umar mang rakha hai to hum kya kare
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS