meri teri nigah mein jo lakh intazar hain
jo mere tere tan badan mein lakh dil figar hain
jo meri teri ungaliyon ke behisi se sab qalam nazar hain
jo mere tere shahar ke har ik gali mein
mere tere naqsh-e-pa ke be-nishan mazar hain
jo meri teri raat ke sitare zakhm zakhm hain
jo meri teri subah ke gulab chak chak hain
ye zakhm sare be-dava ye chak sare be-rafu
kisi pe rakh chand ke kisi pe os ka lahu
ye hain bhi ya nahi bata
ye hai ki mahaz jal hai
mere tumhare ankabut-e-vaham ka buna hua
jo hai to is ka kya karen
nahi hai to bhi kya karen
bata, bata, bata, bata
Hothon Pe Hasi Dekh Li,Dil Ke Andar Nahi Dekha,
Yaaro Ne Mere Gam Ka Samundar Nahi Dekha,
Kitni Haseen Hai Duniya Ye Dekha,
Hai Apne Mar Mar Ke Jeenewalo Ka Manzar Nahi
Dekha,
Sheeshe Ka Makaan Tumne Bana To Liya Ae Dost,
Lekin Waqt Ke Haath Ka Pathar Nahi Dekha,
Rishto Ke Tootne Ka Dard Aap Kya Samjhe,
Vo Lamha Kabhi Aapne Jee Kar Nahi Dekha,
Bhatke Roshni Ki Talaash Mein Na Jaane,
Kaha Kaha Afsos Ki Apni Rooh Ke Andar Nahi
Dekha…!!!
Nafrat aapse koi kar nahi sakta,
Aapki dosti ka karz koi bhar nahi sakta,
Dil me sabse kareeb hai aapki dosti,
Aapse bhi pyaara dost koi bannnahi sakta.
क्या फर्क है ?
... दोस्ती और मोहब्बत मे !
....रहते तो दोनो दिल मे हि है !
लेकिन,,....फर्क बस इतना है...
बरसो बाद ....मिलने पर....
मोहब्बत नजर चुरा लेती है...
और दोस्त सीने से लगा लेते है.....
MAIN SUNTA RAHA KUCH KEH NA SAKA,
WO BAATEIN JO USNE MUJHSE KAHI,
MERI YAADEIN JISKA KOI RAAZ NA THA,
AAJ BACHA NA THA USSE RAAZ KOI.
HAR BEETE PAL KA EHSAAS HUA,
DUKH MUJHKO ITNA AAJ HUA,
ROTA RHA JAB AANKH KHULI,
KIYE HAI GUNAAH MAINE JO KAI.
KEHNE KI HIMMAT MUJHME HAI NAI,
KEHTA HU TUMSE MAIN AAJ YAHI,
KAR DENA MAAF MUJHKO TUM,
DIYA HAI DARD JO MAINE KOI.
Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti
Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti..
Kareeb itna raho ki rishton me pyar rahe
Dur bhi itna raho ki aane ka intazar rahe....
Rakho ummid rishton ke darmiyan itni Ki
Tut jaye ummid magar rishte barkarar rahe...
Smiling Is The Best Antivirus
In The World.. It Protects Ur
Life Windows From Fatal Viruses
Of Sorrow.. And,
Hopelessness.. So Update Ur
Antivirus Daily..!
Khwab Khoday Tu Teri Yaad K Khander Niklay
Khud Mein Doobay Tu Teri Zaat K Ander Niklay
Be Wajah Na Thi Be Jaan Baaton Ki Chahat
Dil Jo Toota Tu Tery Piyar K Mander Niklay
Hum To Samjhay Thay K Hon Gay Yeh Do Char
Ansuu
Ronay Bethey To Samander K Samander Nikley…!