• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Waqt mile tab yaad karte ho mood hua to baat karte ho. Ek jamana tha jab aap itne sms karte the, Ab to yaad bhi humare sms k baad karte ho Kyu.??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Suraj Paas Ho Na Ho Roshni Aas Paas Rahti Hai, Chand Paas Ho Na Ho Chandni Aas Paas Rahti Hai, Bus Aap Paas Ho Ya Na Ho Aapki Yaaden Hamesha Rahti Hai. I Miss You Jaana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum jo hansti ho toh mastana kawal lagti ho Meer ka sher aur Ghalib ki ghazal lagti ho Sang-E-Marmar se tarasha hua pur noor badan Saans leta hua ek Taj Mahel lagti ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Par Kisi Ka Jor Nahi Hota Dil Ki Awazo Se Shor Nahi Hota Is K Khone Ka Gum Kare Bhi To Kese Kyoki Dil Churane Wala Bhi Chor Nahi Hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • चाँद उतरा था हमारे आँगन में, ये सितारों को गवाँरा ना हुआ, हम भी सितारों से क्या गिला करें, जब चाँद ही हमारा ना हुआ…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhe paana hai mujhe aaj nahi to kal Saath dena mera mere Humsafar dukh ho ya sukh ho, paar karlenge har dagar tere pyaar ke sahare kat jayega zindagi ka safar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Sakhs Ko DiL Me Jagah Di Thi, Khwbo Ki Dunia Usse Saja Di Thi, Maloom Na Tha Wo Bewafa Niklegi, Us Par Bharosa Karke Khud Ko Saza Di Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab kuch sapne adhure reh jate hain? tab dil ke dard aansu ban ke beh jate hain?jo kehte ki hum sirf aap ke hain,,pata nahi kaise alvida keh jate hain...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usne Fir Milne Ka Waada Kiya Tha, Ek Sath Jine Marne Ka Irada Kia Tha, Jo Dur Ho Gaya To Koi Majburi Hi Hogi, Varna Pyaar To Yaaro Usne B Had Se Zyada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • If U Love Me.. Show Me Its Depth. If U Hate Me.. Show Me Its Height. If U Cry For Me.. Sink Me In The Depth Of Ur Eyes.. If U Live For Me.. Take Me In Ur Arms.. Forever If U Can.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unhone Dekha Aur Aansu Gir Pade, Bhari Basant Mein Jaise Phool Bikhar Pade, Dukh Woh Nahin Ki Unhone Hume Alvida Kaha, Dukh To Ye He Ki Uske Bad Wo Khud Ro Pade.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kbhi Rootha Na Tha Mujh Say Kbhi Uljha Na Tha Mujh Say Taj-E- Baywfai Pehan Kr Ab Kiun’soni’ Tujhay Uski WAFAYAIN Yaad Aati Hain? Shb-O-Roz Mairi Muntzir Rehti Thin Shb-O-Roz Mairay Aansoo Bahati Thin Apnay Hi Haathon Say Noach Kr Ab Kiun’soni’ Tujhay Uski AAKHAIN Yaad Aati Hain? Ye Yaadain Kiun?Aakhir Kiun Itni Yaad Aati Hain???
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Ghadi Kuch Khaas Thi Jab Mout Khadi Mere Paas Thi Phir Bhi Maine Roki Hui Meri Saans Thi Kyonki Tumhari Ek Jhalak Ki Aas Thiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo jitna door rhta h nazro se WO dil k utna paas hota h Muskil se v jiski ek jhalak dekhne ko naa mile Whi jindgi me sabse khaas hota h.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • GAA SAKU TERA NAGMA WO SAAZ KAHA SE LAU? BHAA SAKE JO AAPKO WO ANDAAJ KAHA SE LAU? CHAND TARO KI TAREEFEIN TO KARNA TO HAI ASAAN HO AAPKI TAREEF WO ALFAAZ KAHA SE LAU?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Wajah Hai Mere Darne Ki, Ab To Khwaish Hai Unki Yaad Me Marne Ki, Unhe Q Itna Yaad Karta Hai Dil, Jinhe Fursat Hi Nahi Hume Yaad Karne ki..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Darya Wafaon Ka kabhi rukta nahi Pyar main insaan kabhi jhukta nahi khamosh hain hum un ki khushi k liye aur wo samajh bethe hain K Dil Humara dukhta nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS