Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon;
Meri Aankhein Ek Dastak De Deti Hai;
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar
Dete Hai;
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi
Pehchaan Lete Hai!
Mahatma: Kameene Dost Se Back Kar Raho.
Follower: Magar Kameene Dost Ka Pata Kaise Chalega.
Mahatma: Simple, Saare Dosto Ko Message Karo Jo Reply Na Kare Samjh Lo
Voh Hi Kameena Hai Sala.
Bechain baharon mein kya-kya hai jan ke khushbu
aati hai
jo phul mahakata hai usase tufan ke khushbu aati
hai
kal rat dikha ke khvab-e-tarab so sej ko suna
chod gaya
har silavat se phir aj usi mehaman ke khushbu aati
hai
talkin-e-ibadat ke hai mujhe yun teri muqaddas
aankhon ne
mandir ke darichon se jaise loban ke khushbu aati
hai
kuch aur bhi sansen lene par majabur-sa main ho
jata hun
jab itane bade jangal mein kisi insan ke khushbu
aati hai
Meri Saanson Me Bikhar Jao Toh Achhaa Hai Ban K Rooh Mere Jism Me Utar Jao To Acha Hai Kisi Raat Teri Godh Mein Sir Rakh Kr So Jaon Us Raat Ki Kabhi Subah Na Ho Toh Achha Hai
Ek Sunhare kal me har khusi aapki ho,
Zindgi k safar me har manjil aapki ho,
Ek pal me hasa de jo sare jahan ko
khuda kare Woh muskurati hui hasi aapki ho...
Mohabato mein jeene wale kush nasib hai.
Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai.
Azeem hai hamari dastan JAANEMAN,
Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb haiiiiiiiiiikk
Mohabbt me yeh Hum kahan agaye!
Gar se nikle the aur Maikane pahunch gaye,
ye mohbbt b kya cheez hai yaro,
jab ek moqaam se nikal gaye,
tho dusre moqaam pahunch gaye,
jab maikane se nikle the,
Aaj kabrstan pahunchaye gayeeee
वो कहते हैं दिल पे भरोसा इतना नहीं करते,
हम कहते हैं महोब्बत में सोचा नहीं करते,
वो कहते हैं नज़रों से दूर पर दिल के पास हुँ,
हमने कहा सपनो से दिल को बहलाया नहीं करते
Dil mein khila hai aapke naam ka phool
Dil se kahi hona jaye koi bhool
Dil ka hai aapke liye alag sa usool
Ki aapki khushi ke aage hai sab kuch kabool.
Sun Sako To Ek Kahani Hu Mein,
Rakh Sako To Ek Nishani Hu Mein,
Pa Sako To Ek Saya Hu Mein,
Rok Na Payi Jise Sari Dunia,
Wo Ek Boond Aankho Ka Pani Hu Mein
Wo Hamari Raah Me Nazre Bichaaye Bethe Hain..
Hum Bhi Unki Chahat Me Chain Gawaaye Bethe Hain..
Wo Kehte Hain Ji Nahi Sakte Tumhare Bina..
Hum Bhi Unki Ek Muskuraahat Par Jaan Lutaaye Bethe Hain..!
Dheere dheere ashko ne behna shuru kiya
Dheere dheere dil ne aapke bin rehna shuru kiya
Dheere dheere hume khushiyon se doori ka hua ehsaas
Dheere dheere ab thamne ko hai apni har saans.
Bitha Ke Saamne Jee Bhar Ke Deedar Karna
Ek Roz Baahon Mein Bhar Ke Pyar Karna
Meri Majboori Samjhna Shikva N Koi Karna
Hum Tere Hi Rahenge Humara Aitbar Karna
Zakhmo Ko Hawa Doge Meri Yaad Aayegi..
Kisi Ko Bhi Daga Doge Meri Yaad Aayegi..
Bechain Hoke Yaado Se Meri Kabi Kabi..
Chahoge Na Bhuloge Meri Yaad Aayegi..!