Andheri Raat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha
Ham Apni Zaat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha
Dukhon Ne Bant Lia Hai Tumhare Baad Hmain
Tumhare Hath Me Rehte Tu Kitna Acha Tha
Kuch Log Dil Pe Aisa Asar
Kar Jaate Hain, Toote Sheeshe
Me Bhi Pure Nazar Aate Hain,
Milte Hain Zndgi Me Kuch
Pal Ke Liye Aur, Zndgi Bhar Ke
Liye Dilme Utar Jaate Hain..!
Kaifiyat mere ishq mein itni hai,
Door jaa jaaker bhi tuh laut k ayegi,
Nahi mitega mera saya tere ankho se,
Harr ashq mein tu apne mujhe hi payegi !!!
Haal Dekh Kar Mera
Khuda Bhi Tadaap Jayega..
Jab Bhi Hogi Bewafaai Ki Baat..
Mujhe Bhi Koi Bhoola Yaad Aayega..
Arre Apno Ne Kya Kami Rakhi..
Jo
Ab Koi Anjaan Sitam Dhaayega..
Mat Chhu Palko Ko Hai Itna Dard Isme..
Ki
Tera Daaman Bheeg Jayega..!
Kehte Hai Ki 7 Phere 7
Janmo Ka Bandhan Hota
Hai, Mgr F.R.I.E.N.D.S.
Ye 7 Words Agar Mil Jaye
To, Bus Ek Janam Me Hi,
7 Janam Jine Ka
Ehsaas Ho Jata Hai.
Sirf chahnay say koi bat nahi hoti,
Suraj k samny kabhi rat nahi hoti,
Hum chahty hain jin ko jan se bhi ziada,
Wo basty dil me hain bus mulaqat nahi hoti.
इंसान भी कितना अनोखा जीव है..
पहले भगवान आगे हाथ जोड़ कर
धन - संपत्ति मांगता है !
फिर गर्व से उसी भगवान को दान देकर,
नीचे अपना नाम लिखा कर
अपनी श्रेष्ठता सिद्ध करता है✏.
Rab Ne Mere Haatho Me
Aisi Lakeer Likh Di..
Unse Mil Na Sakenge Kabi
Aisi Taqdeer Likh Di..
Jise Chaahte Thay Jaan Se Bhi Jayada..
Rab Ne Kisi Aur Ke Naam
Wo Jaagir Likh Di..!
KE MOHABBAT EK EHSAASON KI PABAND SI KAHANI HAI
KABHI KABIRA DEWAANA THA KABHI MEERA DIWANI HAI
YAHAN SAB LOG KAHTE HAIN KE MERI AANKHON MEIN AANSOO HAI
JO TU SAMJHE TOH MOTI HAI JO NA SAMJHE TOH PANI HAI.
Wafaa-E-Taqalluf Dil-E-Daastan-E-Ishq Ka Saaz
Khamosh Hai
Kya Samjhega Woh Seene Mein Kitna Dard Samaye
Baithae Hai
Muje Phir Bhi Ahad-E-Tarab Pe Yaqinan_N Qaraar
Hrdm Raha
Afsos Hai Ek Bedard Ko Apna Humdard Banaye
Baithae Rahi..ii
Itni Badi Duniya Me Koi Sahara Nahi
Apno Ki Bheed Me Koi Hamara Nahi
Kadam Ladkhdaye To Unka Daman Tham Liya sweet
Wo Bhi Haskar Bole Dost Ye Daman Tumhara Nahi