• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ae Jaan Meri Yaado Ko Tu Dil Main Basa Lena Badnam Na Ho Ashu Daman Main Chupa Lena Main Yaad Agar Aau To Bharna Na Kabhi Aahe Tu Meri Nishani Ko Seena Se Laga Lena
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Aapka Naam Juban Par Aata Hai Pata Nahi Dil Kyo Muskarata Hai Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Aapna Jo Haste Hue Har Waqkt Yaad Aata Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hothon Pe Hasi Dekh Li,Dil Ke Andar Nahi Dekha, Yaaro Ne Mere Gam Ka Samundar Nahi Dekha, Kitni Haseen Hai Duniya Ye Dekha, Hai Apne Mar Mar Ke Jeenewalo Ka Manzar Nahi Dekha, Sheeshe Ka Makaan Tumne Bana To Liya Ae Dost, Lekin Waqt Ke Haath Ka Pathar Nahi Dekha, Rishto Ke Tootne Ka Dard Aap Kya Samjhe, Vo Lamha Kabhi Aapne Jee Kar Nahi Dekha, Bhatke Roshni Ki Talaash Mein Na Jaane, Kaha Kaha Afsos Ki Apni Rooh Ke Andar Nahi Dekha…!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Par Chhaya Raha Usi Ki Tarah, Ek Lamha Tha Sou Baras Ki Tarah, Woh Mohabbat Ki Tarah Pighlegi, Main Bhi Mar Jaaunga Hawas Ki Tarah, Raat Sar Par Liye Hu Jangal Mein, Raaste Ki Kharab Bas Ki Tarah,
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Zara Si Bhool To Khata Ban Gayi Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi Dil Liye Or Khel Kar Tod Diya Hamari Jaan Gayi Or Unki Ada Ban Gayi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • In aankho me aansu aaye na hote. . Ager vo pichhe mudker muskuraye na hote. . Unke jaane ke baad bus ek gum rahega, . Ki kaash vo hamari jindgi me dubara aaye na hote.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar aapko aapne mobile par sms downloads karne hai. To sabse pehle aapne mobile ucbrowers download kre. Www.9aaps.com se fir sms website open kro forward me jakar aapne hi number par send kre....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haste dilo me gham bhi hai, muskurati aankhe kabhi nam bhi hai, dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke, kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch To Aapne Bare Me Batao Ek Bar To Sapne Me Aake Satao Aapki Marzi Jo Chaho Rishta Bana Lenge Hum, Kabhi Haq Se Apna Pyar To Jatao.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Aahat Ehsaas Humara Dilayegi, Har Hawa Kissa Humara Sunayegi, Hum Itne Yaadein Bhar Denge Aap Ke Dil Main, Na Chaate Hue Bhi Aap Ko Yaad Humari Aayegi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dilon Say Khailnay Ka Hunar Hamain Aata Nahin, Isi Liyay Ishq Ki Baazi Hum Haar Gayai, Meri Zindagi Se Shayud Unhain Bohut Pyar Tha, Isi Liyay Mujhey Zinda Hi Maar Gayai…. `
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naraz Hoke Zindagi Se Nata Nahi Todte, Mushkil Ho Raah Fir Bhi Manzil Nahi Chodte, Tanha Na Samazna Khud Ko Kabhi Bhi, Hum Unme Se Hain Jo Kabhi Sath Nahi Chodte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barbaad Ho Gaye The Hum Duniya Ne Yun Humko Sataya Tha, Har Ek Mod Pe Hum Girte The Kisi Ne Bhi Na Humko Uthaya Tha, Tab Tune Hi Sanam Ek Umeed Ka Diya Jalaya Tha, Apne Har Ek Gham Ko Chupakar Mujhe Jeena Sikhaya Tha?
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka Hosh Dono Me Kho Jata Hai FarQ Sirf Itna He Ek Sabse Dur Aur Ek Sabke Kareeb Le Aata Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Roshani kar na sake dil bhee jalaaya humne Ay khuda chun ke mukaddar apana paya humne Tapate dil ko kisi aur bhee mil paayee na raahat Saawan aankhon se bhee ek umr bahaaya humne.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte, dil me rehne walo ki baat nahi karte, hamari to ruh me bus gaye hain aap, tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kagaz Pe Humne Zindagi Likh Di Ashkon Se Sinch Kar Khushi Likh Di Dard Jab Humne Ubhara Lafzo Pe Logon Ne Kaha Wah Kya Gazal Likh Di.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS