• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • kaha us ne bharosa dil pe itna nahi kerte kaha main ne mohabbat mein kabhi socha nahi kerte kaha us ne bohut khush rang duniya k nazare hain kaha main ne jab tum ho tu hum kuch dekha nahi kerte kaha us ne main tum se door hon lakin tumhara hon kaha main ne k sapne mein dil ko behlaya nahi kerte kaha us ne tumhari chahat tumhain ruswayan de gi kaha main ne shohrat se ghabraya nahi kerte kaha us ne samajh jao samajh jao aey mere dost kaha main ne k dewano ko samjhaya nahi kerte..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhul Jana Use Jo Tumhe Bhula De Mat Dekhna Use Jo Tumhe Rula De Par Kabhi Na Hona Dur Uss Shaksh Se Jo Apni Aanke Bhigo Kar Bhi Tumhe Hasaa De...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Is Tarah Se Woh Muskrate Hai Ki Pareshaan Log Unhe Dekh Khush Ho Jaate Hai Unki Baaton Ka Aji Kya Kehiye Alfaaz Phool Bankar Hothon Se Nikal Aate Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कदम यूँ ही ‪#डगमगा‬ गए रास्ते में , वैसे ‪#संभालना‬ हम भी जानते थे ; ठोकर भी लगी तो उसी ‪#पत्थर‬ से, जिसे हम ‪#अपना‬ मानते थे !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Dard Mujhe Jeene Nahi Deta, Dil Sabar Kar Jaata Hai Mujhe Roone Nahi Deta, Mai Uski Hu Ye Raaz To Jan Gaye. Par Wo Kiske Hain Ye Sawal Mujhe Soone Nahi Deta..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishta Wo Nahi Jisme Jeet Aor Haar Ho, Rishta Wo Nahi Jisme Izhaar Aor Inkaar Ho, Rishta To Wo Hai Jisme Ek Ruthne Me Xpert Ho, To Dusra Manane Mein Perfect Ho !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker Hum Say Har shaam Mili Hai Tera Chehra Banker Chand Nikla Hai Teri Aankh K Aansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker Meri Jaagi Huey Raaton Ko Usi Ki Hai Talash So Raha Hai Meri Aankhon Main Jo Sapna Banker Dil K Kaghaz Par Utarta Hai Tu Sheron Ki Tarhan Meray Hontoon Pay Machalta Hai Tu Naghma Banker Raat Bhi Aye Tu Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak Rooh Main Phail Giya Hai Woh Ujala Banker
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Woh Nahi Jo Tum Ko Gum Me Chhor De, Hum Woh Nahi Joh Tumse Nata Tod De, Hum Woh Hain Ki Agar Teri Saanse Ruk Jaaye, To Tujme Apani Sanse Jor De..!! Sagarr Se7en575
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kisi ne bahut khob kaha hai ki dil se ziyada achha koi upjauo jagah ho hi nahi sakta.,.is me kuch b boya jaye panapta bahut hai phir chahe pyaar ho ya nafrat...s.k.?
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch sitaron ki chamak nahi jati, kuch yadon ki kask nahi jati, kuch logo se hota hai esa rishta, ki dur rehkar bhi unki mehak nahi jati.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Rooh Tu Zara Dheere-Dheere Nikal Kahi Us Bekhabar Ko Khabar Na Ho Jaye Meri Zindagi Ki Dua Maangti Hai Wo Kahi Uski Dua Ka Asar Na Ho Jaye..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Deepak me agar noor na hota .. Tanha dil ye majboor na hota... .hum aapko good night kahne jarour aate...agar aapka ghar door na hota.....good night.,..?
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna Kuch Khokar Bhi Hume Pana Na Aaya, Pyar Itna Kiya Par Jatana Na Aaya, Woh To Aa Gaye Is Dil Me, Kasoor Hmara Hi Tha Jo Hame Unke Dil Se Samaana Na Aaya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Tujhse Mohabbat Hai Ye Kisi Ko Batane Ki Mujhe Zaroorat Nahi Hoti .. Log Meri Ankho Se Pahchan Jaate Hain Jab Bhi Kisi Ki Zuba Pe Tera Naam Aata Hai .. :)
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jise dil ki kalam or baose ki ink kahete hai Jise lamho ki kitab or yaado ka cover kahete hai Yahi wo subject hai jise Log pyar kahete hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dharkano Ko Ginna Asaan Nahi Hota, Jo Maango Wo Milna Asaan Nahi Hota.. Adaa Tumhari Hai Tod Dete Ho Dil, Toote Dil Ko Jodna Asaan Nahi Hota..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kabhi dost kehte ho, kabhi dua dete ho, kabhi bewaqt need se jaga dete ho, par jab yaad karte ho , khuda ki kasam - zindagi ke sare ghum bhula dete ho...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Ek Sans Pe Tera Khyal Rehta Hai Meri Har Baat Mein Tera Sawal Rehta Hai Tum Ek Bar Mere Dil Ki Raahon Se Gujar Kar Dekho Tumhare Bin Mera Kya Haal Rehta Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bikhre Hai Ashk Koi Saaz Nahi Deta; Khamosh Hai Sab Koi Awaz Nahi Deta; Kal K Wade To Sab Karte Hai Par; Kyu Sath Mera Koi Aj Nahi Deta???
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS