• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Karoge Yaad Ek Din Tum Dosti Ke Zamane Ko, Chale Jayenge Jis Din Hum Kabhi Na Wapas Aane Ko… Chedega Mehfil Me Zikar Hamara Koi, Toa Chale Jaoge Tum Tanhai Mein Aansoo Bahane Ko
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki, lamhe to apne aap mil jayenge, waqt hona chahiye kisi ko milne ka, bahane to apne aap hee mil jayenge. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Karte Hai Baat Mohabbat Ki, Pr Mohabbat Dard Ka Unhe Yehsas Nahi, Mohabbat Wo Chand Hai Jo Dikhta Hai Sb Ko, Pr Use Pana Sabko Bs Ka Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log puchte hain kyu surkh hain tumhari aankhein, Hans ke keh deti hoon raat ko so na saki, Laakh chahoon bhi magar ye keh na sakoon, Raat ko rone ki hasrat thi magar ro na saki..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Neend Apni De Bhula Ker “SULAYA” Hum Ko Aansu Apne Gira Ker “HANSAYA” Hum Ko Dard Kabhi Na Dena Us “HASTI” Ko Zamana Kehta Hai “MAA” Jis Ko…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ख़्वाहिशों से नहीं गिरते महज़ फूल झोली मे; कर्म की शाख को हिलाना होगा; न होगा कुछ कोसने से अंधेरे को; अपने हिस्से का दिया खुद ही जलाना होगा।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Kisi Se MohabbaT Nahi SiwaTere… Mujhe Kisi Ki ZaruraT Nahi Siwa Tere… Meri Nazar Ko Thi TaLaash Jis ki Barson Se… Kisi Ke Paas Wo SuraT Nahi Siwa Tere…. Jo Mere DiL Aur Meri Zindagi Se KheL Sake… Kisi Ko Itni IjazaT Nahi Siwa Tere…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun tu har ki galti ko suljha tu ne phir kyun na meri galti ko bhulaya tu ne mai tu anjan tha is rah se bilkul phir kyun is par chalne ko uksaya tu ne ishq na tha tu gham na tha zindagi mai gham kis ko kehte hai batlaya tu ne ashkon se yehi ahh nikalti hai ab tu Aasim lot ayo k buhat hai sataya tune
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aate Hain Wo Milne Tasaawur Me Hamare.. Itni Inaayat Bhi Bahut Hai.. Berukhi Pe Unki Sochte Hain Bhula De Unhe.. Par Dil Ko Unki Zarurat Bhi Bahut Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aarzoo Ke Diye Dil Mein Jalte Rahnege! Meri Aankhon Se Ansoo Nikalte Rahenge! Dil Mein Roshni Toh Karo Tum Shama Ban Ke, Mom Banker Hum Yunhi Pighalte Rahenge!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai Sitaro Ne Aasma Se Salam Bheja Hai Mubarak Ho Apko Naya Saal Hum Ne Advance Mein Ye Paigam Bheja Haiiiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar, Dam armaano ne toda dam machal-machal kar, Meri kismat me judaai likhi thi, Warna har kadam rakha tha sambhaal-sambhaal kar…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rote rahe tum bhi rote Rahe ham bhi, Kehte rahe tum bhi aur Kehte rahe ham bhi. Na jaane is jamane ko Hamare ishq se kya Dushmani thi, Bas samjhate reh gaye tum bhi Aur samjhate reh gaye ham bhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhi Ho Meri Aankho Ke Taare Tumhi Ho Mere Jeene Ke Sahare Bahut Pareshan Hu Me Mere Yaar Udhari Ke Paise Chuka Do Saare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathr Jesa Kisika Dil Na Ho Bikhre Hue Sapne Kisike Taqdir Me Na Ho Koi Kisi Ko Chahe To Wo Usika Ho Wrna Umar Bhar Ka Intzar Kisike Nsib Me Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwaab dekhte ab dil thak chukaa hai Mera har khwaab patthar sa hua hai Sheesha hota to totne ka ghum nahi hota Yeh to patthar hokar fir bi toot gayaa haiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi diljale ko koi apna banana q chahega, Bekar mein koi apna dil jalana kon chahega, Dikhawa hai ye mohabbat warna, Pyar mein mit jana kaun chahega?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rulana Har Kisi Ko Ata Hai, Hasana Kisi Kisi Ko Ata Hai, Rula Ke Jo Mana Le Wo Sacha Yaar Hai, Aur Jo Rula Ke Khud Bhi Ansu Bahaye Woh Apka Sacha Pyar Hai. Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल किसी से तब ही लगाना; जब दिलों को पढ़ना सीख लो; वरना हर एक चेहरे की फितरत में; ईमानदारी नहीं होती।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Rog Mat laga Pyar Ka Dard Hoga Baad Me, Tanhayi Na Kategi Ansu Niklega Fariyad Me, Jamana Beraham Hoga, Hansegi Duniya Sari, Sabkuch Lut Jane Ke Baad Kuch Na Bachega Yaad Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS