Khusi Ki Raaho Me Gam Mile To Kya Kare..
Wafa Ki Raaho Me Bewafaai Mile To Kya Kare..
Zndgi Ko Kaise Bachaaye Dhokebaazo Se..
Koi Hass Hass Kar Dhoka De Jaaye To Kya Kare..!
Phir Kab Milenge Yeh Unhone Pucha Nahi,
Kyu Ho Rahe Hain Juda Yeh Humne Bataya
Nahi,
Kab Unke Aansuo Ne Humko Bewafa Kaha,
Pata Hi Nahi Bus Woh Waqt Hi Kuch Aisa Tha,
Jisko Humne Pehchana Nahi.
Kisi saahil se poocho kinara kya hain
kisi parvane se poocho jalna kya hain…
sab ko pata hain koi nahi apna
phir kyu hain hain yeh dil lagana…
bewafai ki aag mein jalna…
aise ki khud ko mita jaana…
sach kehta hoon dosto..
bewafai se maut he teek hain..
Unki Khair-O-Khabar Nahi Milti
Humko Hi Khaskar Nahi Milti
Shayari Ko Nazar Nahi Milti
Mujhko Tu Hi Agar Nahi Milti
Rooh Mein, Dil Mein, Jism Mein Duniya
Dhoondhta Hoon Magar Nahi Milti
Log Kehte Hain Rooh Bikti Hai
Main Jidhar Hoon Udhar Nahi Milti…
मुहब्बत मिल जाएगा
रेत पानी में उस वक्त घुल जाएगा
इस जमाने में जब मुहब्बत मिल जाएगा
हम ये कोशिश कई बार दुहराते तो हैं
पर किताबों से ये दिल क्या बहल पाएगा
Maine Kabhi Ek Chand Ko Pana Chaha Tha
Us Dur Akash Ke Ek Sitare Ko Gale Lagana Chaha Tha
In Namumkin Si Chizo Ko Main Mumkin Banane Chala Tha
Jane Kyu Us Din Main Kisi Se Dil Lagane Ko Chala Tha
Na jao hal-e-dil-e-zar dekhte jao
ki jee na chahe to nachar dekhte jao
bahar-e-umr mein bag-e-jahan ke sair karo
khila hua hai ye gulazar dekhte jao
uthao aankh na sharmao ye to mahafil hai
gazab se janib-e-agayar dekhte jao
hua hai kya abhi hangama abhi kuch hoga
fugan mein hashr ke aasar dekhte jao
tumhari aankh mere dil se besabab-bevajah
hui hai ladane ko tayyar dekhte jao
na jao band kiye aankh raharavan-e-adam
idhar-udhar bhi khabaradar dekhte jao
koi na koi har ik sher mein hai baat zarur
janab-e-”dag” ke ashar dekhte jao
Safar Tanha Nhi Karty
Suno Aisa Nhi Karty.
Chalo Tum Raz Ho Apna.
Tumhain Afsha Nhi Karty.
Suno Jis Ka Muqaddar Ho
Usey Chora Nhi Karty
Jisay Shafaf Rakhna Ho
Usey Maila Nhi Karty
Jo Bas Jata Hai Dharkan Mein
Ussey Bhula Nahin Karty
Kisi Ko Dil Dety Waqt
Bahot Socha Nhi Karty
Jo Pehlay Se Tanha Ho
Usay Tanha Nahin Karty
Suno Yaadain Sataingi
Magar Roya Nhi Karty.
Suno Tum Yaad Atay Ho
Aur Hum Soya Nhi Karty.
MAHABBAT MAHABBAT KAITE HE.
HAM TO INTAYJAR KARTE HE.
RAKH TAY HONGE LOOG TAJ.
HAM TO EK KANCH RAKH TAY HE.
TUT NA JAI KOI KHANAK SE.
ESI KE INTAYJAR ME JITE OR MARTE HE.
Ladka Aur Ladki 1 Dusre Ko Kyon Nahi Samajhte,
Kyonki Khuda Ne Ladke Ko Dimag Diya Hai Aur Ladki Ko Accha Dil
Magar Ladka Dil Se Sochta Hai Aur Ladki Dimag Se,
Rishte Banaye Hai To Nibhaye Jao,
Har Pal Apno Ko Hasaye Jao,
Pata Nahi Kisi Ko Fursat Hai Ya Nahi Yad Karne Ki,
Khud Hi Tang Kar-Kar ke Apni Yad Dilaye Jao..