• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • aap ke ghar me diye jalte hai usse diwali na samajna . . . aap ke ghar me diye jalte hai usse diwali na samajna . AUR . ham aap ke aage piche ghumte hai isliye hame mavaali na samajna @kp@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • TUM khud nahi janti TUm kitni PYARi ho, JAAN h hamari Par JAAN se PYARI ho, Duriyo se kya fark padta h, TUM kal b hamri thi AAj b hamari ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • masih-e-vaqt sahi hum ko is se kya lena kabhi mile bhi to dard-e-dil badha lena hazar tark-e-vafa ka khayal ho lekin jo ru-ba-ru hun to badh ke gale laga lena kisi ko chot lage apne dil ko khoon karana zamane bhar ke gamon ko gale laga lena khumar tute to kaise ke hum ne sikh liya tu na ho to teri yaad se nasha lena safina dub bhi jaye to gham nahi ‘farig’ na bhool kar kabhi ehasan-e-nakhuda lena
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana, yah dosti gul hai isse khilaye rakhana Hum rahe na rahe iss jahan main Bus hamari yaad dil me basaye rakhana
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tazz Barish Me Kbhi Sard Hawao Me Rha Ek Tera Zikar Tha Jo Mere Sdaaon Me Rha Kitney Logon Se Mere Gehrey Rishte The Magr..? Tera He Ek Chehra Faqt Mere Duaoo Me Rha...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Karte Hain Tumse Pyar Tum Hi Se Pyar Karenge.. Aaj Ye Saari Dunia Ke Saamne Iqraar Karenge.. Kabi To Jhalak Do Hamari In Taraasti Nigaaho Ko.. Fir Sham O Saher Tumhara Hi Deedar Karenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aansu aa jatey hain ankhon mein, par labon pe hasi laani padti hai, yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaro, jisse kartey ho usi se chhupani padti hai. K.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabr Ki Mitti Utha Le Gya Koi, isi Bahane Hume Chhu Gya Koi, Tanhai Aur Andhere Me Khush The Hum, Ab Phir Intezar Ki Wajah De Gya Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt dar waqt ik ehsaas rakhna, Lamha har lamha ye aas rakhna, Bhula na sakenge ham kabhi bhi aapko, Lekin aap bhi hamari yaaden apne paas rakhna!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitna bhi chaho na bhol paoge Hum se jitna dur jao nazdik pao ge Humein mita sakte ho to mita do yaadein meri, magar.. kya sapno se juda kar pao ge humein.by-jeet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maut se dar nahi lagta mujhko, Tere sajda me zindgi bitana chahta hu. Bas kami hai tere rahmo karm ki maula, Mai to tere paas aana chahtahu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha, Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat hai aap mein, Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • samane hai jo use log bura kahate hain jisako dekha hi nahi usako khuda kahate hain zindagi ko bhi sila kahate hain kahanevale jinevale to gunahon ke saza kahate hain fasale umr ke kuch aur bada deti hai jane q log use phir bhi dawa kahate hain chand masum se patton ka lahu hai “swee2” jisako mahbub ke hathon ke hina kahate hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte Hai, Katal Kar De Woh Nazar Rakhte Hai, Wada Kiya Hai Kisi Se Hamesa Muskurane Ka, Warana Hum Bhi Ankhon Mai Samunder Rakthe Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Baatein Aisi Karo Ke Jazbaat Kabhi Kam Na Ho, Khayalat Aise Rakho Ke Kabhi Ghum Na Ho, Dil Me Apni Itna Jagah Dena Hume, Ke Khali Khali Sa Lage Jab Hum Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne khwabon khyalon me tujhe paya humne, Tere pyaar me khud ko mitaya humne, Suna hai andhero se bahut ghabrate ho tum, Roshani ke liye apne dil ko jalaya humne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi K Har Lamho Me Unhi Ko Pate Hain, Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhoolate Hain, Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda, Jitna Bhoolate Hain Wo Utna Yaad Aate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badi Matlabi Duniya Hai Dost Thodi Si Jeb Kya Dhilee Ho Gayi Hum Se Rista Hi Tod Liya Aur Jaate Jaate Wo iya Keh Gayi Mohabbat Mujhey Un Jawano Se Hai Jo Khatey Peetey Gharano Se Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS