gile fuzul the ahad-e-vafa ke hote hue
so chup raha sitam-e-narava ke hote hue
ye qurbaton mein ajab fasale pade ki mujhe
hai aashna ke talab aashna ke hote hue
wo hilagar hain jo majaburiyan shumar karen
chirag hum ne jalayen hawa ke hote huye
na kar kisi pe bharosa ke kashtiyan dubin
khuda ke hote huye nakhuda ke hote huye
kise khabar hai ki kasa-ba-dast phirate hain
bahut se log saron par huma ke hote hue
‘faraz’ aise bhi lamhen kabhi kabhi aaye
ki dil girifta raha dilruba ke hote hue
Aisi bewafaai ki usne k mohabbat bhi badnaam ho gayi,
apni mohabbat ki itni kimat wasool ki usne ki humari kabr bhi nilaam ho gayi....
10. Pyar se pyari koi majboori nahi hoti,
kami apno ki kabhi puri nahi hoti,
dilon ka juda hona ek alag baat hai,
nazro se dur hona bhi koi durinahi hoti..
Ishq main ye anjaam paya hai,
Hath pair tootay moon sujaya hai,
Hospital puhunchay to nurson ne farmaya hai,
Baharo phool barsao ek aur majnoo pit kar aya hai.
Woh Bachpan Ki Baatein Woh Bachpan Ki Yaadein,
Hun Ko Hardam Bahut Hi Yaad Aati Hain,
Ab Toh Humko Bas Yeh Dekhna Hain Baaki,
Ki Yeh Zindagi Humko Kahan Lekar Jati Hai…
Wo Keh Gaye Mera Intezar
Mat Krna, Me Kahu To Bhi
Mera Aitabar Mat Krna, Ye
Bhi Kaha Unhe Pyar Nahi
Mujhse Aur Ye Bhi Keh Gye
Kisi Aur Se Pyar Mat Krna.
Malum Nhi Kaisi Jarurat Nikal Aayi,
Us Masum Chehro Ki Sarafat Nikal Aayi,
Vo Khush Hain Mohabat Me Barbad Mujhe Kar Ke,
Aur Main Khush Hu Ki Uske Ahsan Ki Kimat Nikal Aayi.
Zindagi bewafa h ek din daga de jayegi..
Chahne walo ko rota chhod jayegi..
Jee bhar ke jiyo jab tak jinda ho..
Warna armaano ko to maut saath le jayegi.. ~
Hamari Nigaho Me Na Dekho Neend Chura Lunga,
Na Dil Ke Itne Nazdeek Aao Mohabbat Sikha Dunga,
Apse Bahot Gehra Rishta He,
Sapno Me Bhi Aye To Apna Bana Lunga.
Tari Aankho Ma Maaru Mukhadu Rame..
Maari ankho Ma Taaru Allahdpanu Rame..
Tame em Ke Taara Prem Ma Thaki Ne hu Haari Jaish..
Pan Naare Gaandi...Haaryo Jugaari To Bamanu Rame..
Bachpan K 8 Saal Tuje Ungali
Pakadkar Jo "Maa Baap" School
Le Jate The, Un "Maa Baap" Ko
Budhape K 8 Saal Sahara Bankar
Mandir Le Jana To Sayad Thoda
Karz Or Thoda Farz Hoga.
Waada Karo Ke Hamein Apni Jaan Banaoge
Waada Karo Ke Hamesha Saath Nibhaoge
Ye Nahin Kehta Ke Rooz Yaad Karna
Bas Yaad Rakhna Jab Dua Ke Liye Haath Uthao Geeeee