Hasraten Reh Jayengi Aapke Bin
Adhoori..
Zndagi Na Hogi Aapke Bin Poori
Ab To Aur Sehi Jaye Na Ye Doori
Isliye
Jeene Ke Liye Aap Ka Saath Hai
Bahut Jaruri..!
Ek Khta O Har Bar Karte He,
Khuli Najro Se Hum Par War
Karte, Lagi Hoti Jo Bullet
To Bachne Ki Koshish Bhi
Karte, Aye Khuda Ab To Marne
Ki Dua Hum Har Bar Karte He.
Hataaye The Jo Raaste Se Doston Ki
Wo Patthar Mere Ghar Men Aane Lage Hain
Wahi Phir Mujhe Yaad Aane Lage Hain
Jinhen Bhulaane Men Zamaane Lage Hain
Ye Kehnaa Thaa Un Se Muhabbat Hai Mujhko
Ye Kehne Men Mujh Ko Zamaane Lage Hain
Qayaamat Yaqinan Qarib Aa gaii Hai
‘Khumar’ Ab To Masjid Men Jaane Lage Hain
जब दर्द बढ़ता हैं "दिल" का ,
तुझे याद कर लेता हूँ.
भिगो कर आँखें "अश्को" से
तुझसे "मुलाक़ात" कर लेता हूँ.
जब भी दिल करता है तुझे छूने का "ओ बेवफा"!!
कुरेद कर "जख़्मो" को , तुझे
छूने का "एहसास" कर लेता हूँ
Mil bhi jate hain to katara ke nikal jate hain
haye mausam ke tarah dost badal jate hain
hum abhi tak hain giraftar-e-muhabbat yaro
thokaren kha ke suna tha ki sambhal jate hain
ye kabhi apni jafa par na hua sharminda
hum samajhate rahe pathar bhi pighal jate hain
umr bhar jin ke vafaon pe bharosa kije
waqt padane pe wohi log badal jate hain
Kisi na Kisi Pe Kisi Ko Aitbaar Ho Jaata Hai,
Ajnabi Koi Shaks Yaar Ho Jaata Hai,
Khoobiyon Se Nahi Hoti Mohabbat Sada
Khamiyon se Bhi Aksar Pyaar Ho Jaata Hai…
Hum Unse Or wo humse Juda Ho Gye,
Aa Gye Wo Mere Janaze Me To Sare Wade Wafa Ho Gye,
Jhuk Kar Unhone Meri Kabar Se Kaha,
Aap To Sach Me Hmse Khafa HoGye.
Bichadte hue yaad de jayenge,
Khud sone se pehle aapko khawab de jayenge,
Apko gila hai ki hum baat nahi karte,
Sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge
Aapse Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate,
Dilse Aapko Kaise Bhula Paate,
Kaash Ki Aap Saanso Ke Alava Aaine Me Bhi Base
Hote,
Khud Ko Dekhte To Aap Hi Nazar Aate.,u
Tumhare Aks Ko Aankhon Mein Hum Tasveer Kar Lete,
Zara Jo Tum Thehar Jate Koi Tadbeer Kar Lete,
Tumhara Haath Mere Haath Se Yun Choot Jaye Ga,
Agar Mujh Ko Khabar Hoti Isay Zanjeer Kar Lete,
Sunehre Khuwab Thay Mere Tumhari Jheel Aankhon Mein,
Hum In Mein Doob Jate Aur Phir Taabeer Kar Lete,
Bicharte Waqt Chehre Par Jo Sadiyun Ki Udaasi Thi,
Agar Hum Hosh Mein Hote Usay Tehreer Kar Lete.
Swee2