• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Humne Tumhe Chaha Wo Meri Marji Thi, Tumne Thukraya Wo Teri Khud Garji Thi, Tune Ishq Me Jaan Mangi, Wo Teri Marji Thi, Hum V Tere Ishq Me Fanna Ho Gye, Ye Meri Khud Garji Thi...!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Huye, Khud Nazron Mein Apni Begane Huye, Kisi Bhi Riste Ka Khayal Nahi Mujhe, Ishq Mein Tere Is Kadar Diwaane Huye….
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saath roti thi hasa karti thi Ek ‘pari’ mere’ dil me basa karti thi Kismat thi hum juda ho gaye Warna Wo muze apni ‘taqdir’ kaha karti thi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haal us ka mere chehre pe likha lagta hai, Woh chup chaap khadaa hai mera kya lagta hai. Yun tu har cheez salaamat hai meri duniya mein, Ek rishta hai jo toota hua sa lagta hai. Maine socha tha ke aabaad hoon ek shehar mein, Yahan to har shakhs ka andaaz judaa lagtaa hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Ka Har Zakham Uske Meharbni Hai, Mere Zindgi To Ek Adhuri Khani Hai, Chahta To Mita Deta Har Dard Ko, Magar Ye Dard He To Unki Aakhri Nishni Hai!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nibha Sakata Hun Main Tamaam Umar Sath Tera, Magar Apni Zindagi Par Visvaas Nahi, Mere Marne Par Bhi Rahogi Tum Paas Mere, Magar Honge Us Waqt Hum Tumhare Sath Nahi….
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Khilkar Udaas He, Sagar Ko Aaj Paani Ki Pyas He, Ek Baar Aap Bhi Muskura Do, Kynki Khuda Ko Duniya Ki Sabse Achhi Muskan Ki Talash He..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "उलझन कोई आए तो मुझसे न छुपाना, साथ न दे जुवा तो आँखों से जताना, हर कदम पे साथ हैं हम आपके, अगर अपना समझते हो तो.. एक बार नहीं दस बार आज़माना."
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanhachod deega woh, acha hua kimere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. ......
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Meri Menka Ho Tum Dil Ke Yaar Ho Tum Meri Jeet Ya Haar Ho Tum Mera Pehla Pyar Ho. Yeh Pyaar Ki Paribhasha Jo Dil Ke Gehraai Se Nikli Hai, Shayed Tum Dil Ki Pukaar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Ho Itni Ruswaayiyaan Sehker Dil Jo Tumhe Aapnane Ko Hai, Kyn Tum Hi Mera Sansaar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Hooo
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Ki Shuruvat Kali Se Hoti Hai, Zaindagi Ki Shuruvat Dost Se Hoti Hai,dost Ki Shuruvat Apno Se Hoti Hai,aur Apno Ki Shuruvat Aapse Hoti Hai!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apno Ki Inayat Kabhi Khatm Nahi Hoti, Risto Ki Mehak Durio Se Kum Nahi Hoti, Jeevan Me Agar Sath Ho Sache Risto Ka, To Zindgi Jannat Se Kum Nahi Hoti.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har gali har deewar par tera hi tera naam hai, Har gali har deewar par tera hi tera naam hai, Upaar wanted niche dus lakh ka enaam hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil/se Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Judai Key Lamhe Beqarar Karte Hain Mere Halaat Hi Mujhe Lachaar Karte Hain Kabhi Toh Pad Leti Aankhein Meri Kaise Khud Kahein Hum Key Tumhi Se Pyar Karte Hain.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aankhen meri talavon se mal jaye to achcha hai hasrat-e-pa-bos nikal jaye to achcha jo chashm ke be-nam hon, wo ho kor to bahatar jo dil ke ho be-dag, wo jal jaye to achcha furqat mein teri tar-e-nafas sine mein mere kanta sa khatakata hai, nikal jaye to achcha wo subah ko aaye to karun baten main do-pahar aur chahun ke din thoda sa dhal jaye to achcha dhal jaye jo din bhi to isi tarah karun sham aur chahun ke gar aj se kal jaye to achcha jab kal ho to phir wohi karun kal ke tarah se gar aj ka din bhi yun hi tal jaye to achcha al-qissa nahi chahata main, jaye wo yan se dil usaka yahin garache bahal jaye to achcha
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Doob Jaye Sagar Me To Pyas Hi Na Rahe, Ye Saans Hi Tham Jaye To Aas Hi Na Rahe, Khushi Mile Sabko Zindagi Me Is Qadar Ki, Kisi Ko Humari Kami Ka Ehsas Hi Na Rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS