• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Deadly Sher On Superman! Arz Kiya Hai Ye Mann Bahut Hi Super Hai Wah Wah Ye Mann Bahut Hi Super Hai Esliye To Eski Chaddi Pant Ke Upar Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon Roshan Roshan Jis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • साथ भले ही मंज़िल तक ना था,,,,,, लेकिन,,,,, बहुत खूबसूरत थे वो रास्ते,,,,,,,,, जहाँ तुम साथ चलते थे...!!!!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samajh Sako To Samajh Ke Dekho.. Prem Ki Zanzeero Me Ulajh Ke Dekho.. Kya Hoti Hai Tadap Kisi Se Milne Ki.. Kisi Se Mohabbat Tum Karke Dekho..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Khubiya To Itni Nahi He Ki, Har Dil Me Hum Bus Jaye, Par Itna Keh Sakte He, Ke Bhulana Nhi Aasan, Jis Dil Me Hum Bus Jaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Garmi-e-hasrat-e-nakaam se jal jaate hain, Hum chiragon ki tarha shaam se jal jaate hai, Jab bhi aata hai tera naam mere naam ke sath, Jane kyun log mere naam se jal jate
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu Kahi Bhi Rhe Sar Pr Tere ILzam To Hai, Tere Hatho Ki Lakiro Me Mera Naam To Hai, Mujhko Apna Bana Ya Na Bana Tu Mere Nam Se Badnam To Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Palko ki zid hai aankho se aansu giranne ki, Dil ki zid hai aapse rista nibhane ki, Aapko zid hai agar hume bhulane ki, To hume bhi zid hai apko apni yaad dilane ki.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ab Mohabbat Ki Daastan Dil Sunayega, Humko Koi Bichhuda Sathi Yaad Aayega, Hum Bhool Jaayenge Zindagi Ke Ghamon Ko, Jab Saath Gujra Vakt Yaad Aayega…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कदम यूँ ही ‪#डगमगा‬ गए रास्ते में , वैसे ‪#संभालना‬ हम भी जानते थे ; ठोकर भी लगी तो उसी ‪#पत्थर‬ से, जिसे हम ‪#अपना‬ मानते थे !
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dheere dheere dil ko woh bahut bhane lage Dheere dheere woh dil ke sabse karib aane lage Dil ki kitab ke har panne pe likha hai unka naam Aur ye dhadakta dil toh deta hai bas pyar ka paigaam.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwab Kahu Tuje To Tut Jayega Dil Kahu Tuje To Bikhar Jayega.. Aa Tera Naam Zindagi Rakh Du Maut Se Pahle To Tera Sath Na Chhut Payega.! @@mukesh@@
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meine Mana Teri Aankhein Nahin Khulti Magar Din Nikalne De Ujalon Se Preshan Na Ho Apni Zulfo Mein Utarti Huyi Chandni Ko Chupa Mere Bikhre Huye Balo Se Preshan Na Ho
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Hawa Hai Yahan Na Koi Saya Hai, Ehsas Fir Aaj Unka Humein Aaya Hai, Hame Bhi Yaad Kare Koi.. Aisa Nasseb Mera Kahan Rab Ne Banaya Hai !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log aate h log jate He Pyar dete h pyar le jate he Kabhi akele baith k sochna Jo sabse zyada pyar krte he Wohi sabse zyada dard de jate he
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kal Mera Tassvur Tumhare Kaam Na Aayega Yaad To Rahega Ye Chehra Tumhe Shayad Fir Hontho Pe Mera Naam Na Aayega Karenge Jane Kitane Phool Raho Pe Intezar Tumhara Fir Kabhi Shayad Un Raho Pe Mera Makam Na Aayega Aahaten Meri Sunayi Dengi Tanhayi Ke Galiyaro Me Tumhe Dard Hoga Mujhe Aur Tumhe Aaram Na Aayega Kitabo Me Dabe Phul Chup Rahenge
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS