• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Uske Har Sitam Ko Humne Uski Berukhi Samajha, Uski Is Fitrat Ko Humne Pyar Samajha, Ab Wo Chahe Jo Bhi Samjhen Humare Pyar Ko, Par Humne To Unhe Apni Zindagi Samajha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ♥ Kabhi Tum Lout Ke Aao Mujhe Bas Itna Samjhao.. ♥ Kahan Se Seekh Li Tum NeAda Mujh Ko Bhulane Ki.. ♥ Tumhain Mujh Se Shikwa Tha Ya Koi Bhi Shikayat Thi.. ♥ Zehmat To Zara Si Thi Na Ki Koshish Batane Ki..!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "भगवान "या तो इतना "गरीब "बना दे की "भीख" मांगू तो भीख" मिल जाए... या इतना "अमीर "बना दे की कोई गरीब "भीख "मांगे तो उसकी "किस्मत" बना दू ..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aey Khuda Is Se Pehle Ke Yeh Duniya Mujhe Ruswa Karde, Toon Mere Jism Meri Rooh Ko Achchha Karde, Yeh Jo Halat Hai Meri Maine Banai Hai Magar, Jaisa Toon Chahata Hai Ab Mujhe Waisa Karde, Mere Har Faisley Main Teri Razaa Shamil Ho, Jo Tera Hukum Ho Woh Mera Iraada Karde !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya hoon main aur kya samajhte hai, Sab raaz nahi hote batane wale, Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna, Kaise rote hai sabko hasane wale.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mat Karo Vada Jise Tum Nibha N Sako, Mat Chuo Use Jise Tum Pa Na Sako, Oy, Janab Pyar Kya Kisika Bura He, Pyar Ka Pahela Akshar Hi Adhura He.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ne Hame Benaam Kar Diya, Har Khushi Se Hame Anjaankar Diya, Hamne To Kabhi Nahi Chaha Ke Hame Bhi Mohabbat Ho, Lekin Aap Ki Ek Nazar Ne Hame Nilaam Kar Diya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jiske pass kuch nahi, duniya us par hasti hai, jiske pass sub kuch hai, duniya uss se jalti hai, hamare pass aapki dosti hai, jise pane ke liye sari duniya tarasti hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Dil Ka Kaha Maano Ek Kaam Kar Do, Ek Be-Naam Si Mohabbat Mere Naam Kar Do, Meri Par Faqat Itna Ehsan Kar Do, Kisi Din Subha Ko Milo Aur Shaam Kar Do..ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhaayi ka lamba safar kattta hi nahi aapke bina koi accha lagta hi nahi. Koi nahi jo pooch ley iss dard-e-dil ka haal aapke binn ye dil kahi lagta hi nhi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Kadar Hamari Chaahat Ka Imtehan Na Lijiye.. Kyu Ho Khafa Ye Bayaan To Kijiye.. Kar Dijiye Maaf Agar Ho Gayi Humse Khata.. Khamosh Rehkar Hume Saza Na Dijiye..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash Use Chahne Ka Arman Na Hota, Me Hosh Me Hote Hue V Anjan Na Hota.. Na Hame Mohbbat Hoti Kisi Patthar Dil Se, Ya Koi Patthar Dil Insaan Na Hota..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Guzar Gaya Wo Waqt Jab Teri Hasrat Thi Mujhe.. Ab Tu Khuda Bhi Ban Jaaye To Tera Sajda Na Karu.. Use Kehna Apni Kismat Pe Naaz Karna Accha Nahi Hota.. Humne Baarish Me Bhi Jalta Hua Ghar Dekha Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Khubsurat Apka Andaj Hai, Hakikat Hai Ya Khwab Hai, Khush Nashibo Ke Paas Aap Rahte Ho, Humare Paas Bas Apki Mithi Si Yaad Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal pal uska saath nibhate hum, Ek ishare par duniya chor jaatehum, Samnder ke beech meinpahunch kar fareb kiya usne, Wo kehta to kinare par hi doobjaate hum…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Ke Sapne Dikhate Bahut Hai, Wo Rato Mei Humei Jagate Bahut Hai, Mai Ankho Mei Kajal Lagau To Lagau Kaise, In Ankho Ko Wo Rulate Bahut Hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • wo hanskar mile hm pyar samjh baithe, bekar hi ulfat ka izhaar samjh baithe, itni achhi to na thi kismat meri, Q khud ko uski mohabbat ka haQdaar samjh baithe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Mein Milna Zaruri Nahi, . Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri Nahi, . Zaruri Sirf Ehsaas Hai Jo Zindagi Sawarde, . Unhe Pana Ya Na Pana Zaruri Nhi..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanha Chor Ker Hum Ko Hosla Bhi Dete Ho Saans Cheen Ker Jeenay Ki Dua Bhi Dete Ho Ik Taraf Judai Ka Tazkira Bhi Jari Hai Aur Muskuranay Ka Mashwara Bhi Detay Ho
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Har Kadam Par Imtihaan Leti Hai Do Pal Ki Kushiyan Dekar Rula Deti Hai Phool Khilati Hai, Umeedon Ki Roshni Deti Hai Do Hi Pal Mein Naumeedi Dikha Deti Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS