~~^~~ Pyaar ka anjam kaun sochta hai,
Chahne se pahle niyat kaun dekhta hai,
Mohabbat hai ek andha ehsaas,
Karte hain sab par mukam kaun janta hai?????
Ek pal aisa hota hai jab hum aapko yaad karte hai.
Wo pal tab hota hai jab hum saans lete hai.
Saans lena hamari majburi hai Qki aapko yaad karna bahut jaruri hai...
kya kahun tum se main ke kya hai ishq
jan ka rog hai, bala hai ishq
ishq hi ishq hai jahan dekho
sare aalam mein bhar raha hai ishq
ishq mashuq ishq aashiq hai
yani apna hi mubtala hai ishq
ishq hai tarz-o-taur ishq ke tain
kaheen banda kaheen khuda hai ishq
kon maqsad ko ishq bin pahuncha
aarzoo ishq va mudda hai ishq
koyi khvahan nahi mohabbat ka
tu kahe jins-e-narawa hai ishq
meerji zard hote jate hain
kya kaheen tum ne bhi kiya hai ishq?
Teri Awaaz Mere Pyar Ki
Pehchaan Hai, Tere Dil Ki
Dharkan Mere Dil Ki Jaan
Hai, Na Sunoou Jis Roz
Teri Baate To Lagta Hai Us
Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai..!
Hum To Samjhe The Ki Zakhm
Hai Bhar Jayenge.. Kya Khabar
Thi Ki Rog Dil Mein Utar
Jayenge.. Thik Likha Tha Mere
Haathon Ki Lakeeron Mein.. Tu
Agar Pyaar Karegi To Bikhar Jayegi..
चेहरों के लिए आईने कुर्बान किये हैं;
इस शौक में अपने बड़े नुकसान किये हैं;
महफ़िल में मुझे गालियाँ देकर है बहुत खुश;
जिस शख्स पर मैंने बड़े एहसान किये हैं।
Mere Duaon Mein Samil Hain aap Is Tarah
Phoolon Mein Hoti Hai.. Khushbu Jis Tarah
KHUDA aap Ki Zindagi Mein Itni Khushiyan De.. Dharti Pe Hoti Hai Barish Jis Tarah
Waris ali*
Woh Subha Ka Dhoop Ley Aaye Tere Pyaar Ka Sandesh
Woh Mujhe Phir Na Mile Uss Subha Ke Baad
Umar Guzar Jaati Hai Tere Intezar Mein Uss Subha Ke Baad
Ek Mulaqat Thi Aur Tanha Ruk Gaye Hum Uss Subha Ke Baad
Ek Aisa Zakhm Mila Hai Humey Uss Subha Ke Baad
Laut Aane Ki Umeed Mein Zindagi Gawa Di Humey Uss Subha Ke Baad
Andher Lag Rahe Hai Sare Duniya Ki Takhleeq Uss Subha Ke Baad
Mayus Hue Hai Hum Har Lamha Uss Subha Ke Baad
phool khiltay rahain zindagi ke rah main
hasi chamakti rahay aap ki nigah main
kadam kadam per mile khushi ke bhar apko
dil deta hay bar bar yehi dua app ko
pyar kiya usse mene pyar pane ke liye...
usne kiya pyar apna matlab ajmane ke liye...
chod diya usne muje viraniyo me tadpane ke liye...
me fir bhi karta hu usse pyar ,pyar pane ke liye.
Kaisa chalan hai gardish-e-lail-o-nahar ka
shikwa har ek ko hai gam-e-rozagar ka
tuti jo aas jal gaye palkon pe sau chirag
nikhara kuch aur rang shab-e-intazar ka
is zindagi i hum se haqiqat na puchiye
ik jabr jis ko naam diya ikhtiyar ka
ye kon aa gaya meri bazm-e-khayal mein
pucha mizaj kis ne dil-e-sogavar ka
dekho phir aj ho na jaye kaheen khun-e-aitamad
dekho na toot jaye fusun aitabar ka