• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Raato ke baad ek subhah pyari karib aayi. Zindagi ke saat ek dosti mujhe pyari nazar aayi. Rishato ki pyar ki hukumat thi dil pe. Ab pyar ke saat Aap ki mohabbat bhi hamari zindagi me aayi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Karte Hain MohabbatWo Kbhi Sataya Nhi Krty Dete Hain JAN Magar Aazmaya Nhi Karty Hr Hal Main Rakhte Hain Mohabbat Ka Bharam Kisi Ke Kehne Pe Chor Jaya Ni Krty Ek Bar Jo Kr Lete Hain WADA Aanay Ka Sholon Pe Chal Ke Aty Hain Ghabraya Nhi Krty Hm To Hain WafaK Aadi Jo Kehte Hain Kr Guzarty Hain WADA Kr K Phir Bhol Jaya Nhi Krty ZINDAGI Me ik Bar krte Hain Mohabbat Sahir MOASAM Ki Tarah Hum Badl jaya Nhi krty.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Salon Baad Najane Kiya Sama Hoga Hum Sub Doston Me Se NajaneKon Kahan Hoga Phir Milna Hua To Milenge Khawabo Mein Jesey Sookhe Gulab Miltey Hen Kitbon Main…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tuta ho dil to dukh hota hai, Kar ke mohbbat kisi se ye dil rota hai, Dard ka ehsaas to tab hota hai, Jab mohbbat pane ke baad koiuse kho deta hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • प्यार की कभी नुमाइश ना करना , वफा की कभी आज़माइश ना करना , मांगोगे जान तो वो भी दे देंगे, बस कभी जुदाई की फरमाइश ना करना
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "तन की खूबसूरती एक नेमत है पर सबसे खूबसूरत आपकी "ज़बान" है . चाहे तो दिल "जीत" ले चाहे तो दिल "चीर" दे"
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume dekh ke wo chehra ghuma lete h, Mere naam se najre fira lete h, Pr ek ek bat pr na chala jor unka, Karte h gairo se bat, aur kasme mere naam ki kha lete h.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... India main coruption say zzyaada... I LOVE UU
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Ke is Mod Par Kaisa Waqt Aaya Hai, Ruk Si Gyi Sanse Aur DiL Gabraya Hai, Har Kisi Ka Akelapan Door Kiya Humne, Aur Aaj Humne Khud Ko Hi Akela Paya Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Mujh Se Naraj Hokar, Kya Mohabbat Karne Ki Saja De Rahi Ho! Tera Majnu Ishq Ke Dariya Me Duba Hua Hai, Aur Tu Kinare Baith Kar Maza Le Rahi Ho!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte, Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte, Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bech, Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye.. Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye.. Nahi reh sakte app ke bina.. Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se layeee
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Khamoshi Ikhtiyar Na Karna, Dil Ko Kabhi Beqaraar Na Karna, Zindgi Me Agar Dard Lena Ho, Dostoo.. Marr Jana Par Kisi Se Pyaar Na Karna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazar me sokhiya lab par mohabbat ka fasana hai meri ummeed ki zad me abhi sara zamana hai kai jeete hai dil ke desh par maloom hai mujhko sikandar hun mujhe ek roz khaali haath jaana hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi se pyar krna utna aasan he, jitna mitti se mitti par mitti likna. Par kisi ke pyar ko nibhana utna mushkil he, jitna pani se pani par pani likna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Duniya Mein Lakho Log Rehte Hain; Koi Hasta Hai, To Koi Rota Hai; Par Is Jahaan Mein Sukhi Bas Vo Hai Yaaron; Jo Shaam Ko Do Peg Lagaa Ke Sota Hai! Hushain2
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hath chute to rishte nahi chuta karte, Waqt ki dehliz se lamhe nahi tuta karte, Milte hai kuch log aise zindagi me, Jinse kabhi nate nahi tuta karte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Bhare Is Mausam Mein Teri Aamad Badi Jaroori Hai Utne Hi Hum Paas Rahege Jitni Hum Me Doori Hai Tere Bol Hai Meri Roti, Tere Pyar Meri Majdoori Hai Utne Hi Hum Paas Rahege Jitni Hum Me Doori Hai Aasmaan Se Dharti Tak Bas Sab Yahi Kehte Firte Hai Ittefaaq Se Hi To Anjaane Dil Milte Hai Par Milna Or Bichadna Dono Jeevan Ki Majboori Hai Utne Hi Hum Paas Rahege Jitni Hum Me Doori Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasne walo ko rulaya nhi jata, Lehro ko pani se hataya nhi jata, Hone wale to khud hi apne ho jate h, Kisi ko keh kar apna bnaya nhi jata
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aa jao kisi roz tum to tumhari rooh me utarjaun, . Sath rahu main tumhare na kisi or ko nazaraaun, . Chahe bhi to koi chhoo na sake mujhko is tarha se, . Tum kaho to yu tumhari baahon mein bikhar jaun. . Karon jo nichaawar muhabbat mein tumse lipt kar, . Is ada se choom lon tumhain k hadd se guzar jaun. . Ab to lag jao seene se ki meri saans thaam jaye, . Aagosh me lekar apni tumhari saanson meutar jaun.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS