• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Banke ajnabi mile the zindagi ke safarmein kahin, in yadon ke lamho ko kabhi bhulayenge nahi, agar yaad rakhna fitrat hai aapki, to bhool jane ki aadat hamein bhi nahi!!!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne Dil Ki Baat Unse Keh Nahi Sakte Bin Kahe Bhi Ji Nahi Sakte Aie Khuda Aisi Taqdeer Bana Ki Vo Khud Aakar Kahe Hum Aapke Bina Rah Nahi Sakte…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhul jaana use jo aaplo bhula de, Mat dekhna use jo aapko rula de, Par kabhi na dur us shaksh se hona, Jo apni aankhe bhigokar bhi aapko hansa de.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dost Hi Nahi Meri Jan Ho Tum, Meri Har Dhadkan Mere Iman Ho Tum, Jinki Talash Thi Muje Janmo Se… Wahi Khubsurat Aarman Ho Tum…..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raaz kisi ko naa batao toh aik baat kehniiiii haiiiiiii tumse....... Hum rafta rafta teray hotay jaa rahay hai.......kasam se !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dil Ki Yeh Khuwahis Hai Ki Tere Dil Me Bas Jauo Is Tarh. ki Jab B To Mukhe Yaad Kare Tere Aankho Se Tapko Aanso Ki Tarh...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • सारी उम्र आंखो मे एक सपना याद रहा, सदियाँ बीत गयी पर वो लम्हा याद रहा, ना जाने क्या बात थी उनमे और हममे, सारी मेहफिल भुल गये बस वह चेहरा याद रहा ..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwaishe thi subha ho aapki ek hasi ke sath Dopeher ho aapki khushbu ke sath Sham aye aapki muskurahat ke sath Raat aye to aapki bahon ke sath ab jab aap hi nahi hai hamare sath to ji rahe hai hum maut ke sath.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas nahin Jitna Shaffaf hay tera aanchal Utna ujla mera libaas nahin samnay meray aik darya hay hont sokhay hain phir bhi pyas nahin jis ko chaha hay dil-o-jan say saqi janay woh kion nazar shinaas nahin
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • TADAP KAR DEKHO KISI KI CHAHAT ME PATA CHALEGA INTEZAAR KYA HOTA HAI YU HI MIL JATA BINA TADPE KOI TO KAISE PATA CHALTA KI PYAR KYA HOTA HAI.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Milo To Nawazish,,, Na Milo To Shikwa Nahi.... Dost Samjo To Apna Hun.... Na Samjo To Kuch Bhi Nahi....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Hoge Naraj To Zada Staunga Tum Khyalo Se Thakoge To Sapno M Aunga Mene Likhdi H ZINDGI Tere Naam Dekh Lena 1 Din Tujse B Likhaunga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "BrOKen" Heart " The toota Dil True Fact"" Zindagi Me Kabhi Khud ko kisi Insaan ka Aadi Mat banana Insaan Bohot KhudGarz hai Dosto"Jab Aapse Pyar Kare toh aapki Buraai Bhool Jaata hai Aur "Jab Nafrat Kare toh Aapki Achchaai Bhool Jaata Hai ...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai, Maine Kaha Ab Bhi Mohabbat Baaki Hai, Usne Kaha Tu Toh Kab Ka Guzar Chuka Hai ‘Masroor’, Maine Kaha Ab Bhi Mera Hausla Baaki Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ruthe Walo Ko Manana Asan Nahi Hai Dil Laga Kar Bhul Jana Asan Nahi Hai Yaaden To Har Waqt Zinda Rehti Hai In Yaadon Se Khudh Ko Chudana Asan Nahi Hai Sab Kuch Likha Hai Us Khuda Ne Hamara Apni Marji Se Maut Ko Panna Asan Nahi Hai Jene Ko To Jee Leghe Har Hall Main Lekin sweet Tere Bina Zindghi Bitana Asan Nahi Hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske Sath Rehte Rehte Uski Chahat Si Ho Gayi Hai Usse Baat Karte Karte Mujhe Uski Aadat Si Ho Gayi Hai Ek Pal Na Mile Toh Bechani Si Lagti Hai Dosti Nibhate Nibhate Usse Mohabbat Si Ho Gayi Hai!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Najroan Se Dur Hai Aankhoan se Nahi, Hum Khawaboan Se Dur Hai Khayalo se Nahi, Hum Dil Se Dur Hai Dharkano Se Nahi,sweet Hum Aap Se Dur Se Hai Aapke Yaado Se Nahi….
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khamosh hai lab magar. Ankho se baat ho rahi hai. sapno me rooj unse. Mulakat ho rahi hai. kabhi din nikal raha hai. Yaado me unki. kabhi yaado me unki. raat ho rahi hai. kabhi hoto par rehti hai. muskaan hamare. kabhi dil me aasuo ki. barsaat ho rahi hai. koi kehta hai ke ye. anjam hai mohabbat ka. koi kehta hai mohabbat ki. suruat ho rahi hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Kisi Se Jayada Khuda Se Kam.. Hume Itni Mohabbat Hai Tumse Ab Sehna Pade Ishq Me Jitne Sitam.. Tumhe Paana Hai Chaahe Mile Jitne Bhi Gam..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS